Noshi Gilani's Urdu Poetry Collection: Ghazals and Nazms

Noshi Gilani is a poet and former academic from Bahawalpur, Pakistan. She settled in San Francisco in 1995 and later moved to Sydney, Australia after her marriage to poet Saeed Khan in 2008.

Her poetry reflect her experiences of living in the USA. She has published several books of poetry, including "Poems by Noshi Gillani". Noshi Gilani was born on March 14, 1964 and is currently 59 years old.
  1. Asad Rehman

    Ghazal Meri Ankhon Ko Sojhta He Nahi By Noshi Gilani

    Noshi Gilani meri ankhon ko sojhta he nahi ya muqaddar mein rasta he nahi wo bharay shehr mein kisi say bhi meray baray mein pochta he nahi phir wohi sham he wohi hum hein han magar dil mein hosla he nhi hum chalay us ki bazm say uth kar aur wo hay k rukta he nahi dil jo ik dost tha...
  2. Asad Rehman

    Nazm Koi Nazm Esi Likhon Kabhi By Noshi Gilani

    koi nazm esi likhon kabhi Noshi Gilani koi nazm esi likhon kabhi teri baat bat ki roshni meray harf harf mein bhar saktay teray lams ki ye shugutagi meray jism-o-jaN mein utar sakay koi chandni kisi gehray rang k raz ki meray raston mein bikhar sakay koi dastaN koi kehkashan hon...
  3. Asad Rehman

    Ashaar Haqiqaton Ka Tasawar Muhaal Lagta He By Noshi Gilani

    Noshi Gilani haqiqaton ka tasawar muhaal lagta he kisi ki yad mein rehna kamal lagta he
  4. Asad Rehman

    Ghazal Pooch Lo Phool Say Kia Karti He By Noshi Gilani

    Noshi Gilani pooch lo phool say kia karti he kabhi khushbo bhi wafa karti he ? khema-e-dill k muqaddar ka yahan faisla taiz hawa karti he be rukhi teri inayat teri zakhm deti he , dawa karti he teri ahat meri tanhae ka rasta rok lia karti he roshni tera hawala thehray meri har sans...
  5. Asad Rehman

    Ashaar Khuwahish K Izhaar Say Darna Seekh Lia He By Noshi Gilani

    ek sher Noshi Gilani khuwahish k izhaar say darna seekh lia he dill ne kion samjhota krna sekh liya he
  6. enter10

    Nazm Bhoolta Kaun Hay....!! By Noshi Gilani

    Bhoolta Kaun Hay....!! Waqt Kay Gha'oo Ko...!! Hijr Kay Tund Tofaan Ko..!! Be-Yaqeen Laher Mein..!! Wisal Kay Khuwab Ki Doobti Na'o Ko..!! Bhoolta Kaun Hay..........!!! Bhoolta Kaun Hay.!! Apnay Qatil Kay Qatil Khad-o-Khal Ko..!! Dukh Utathey Dino Aur Mah-o-saal Ko..!! Bhoolta Kaun...
  7. Asad Rehman

    Ghazal Guraiz-E-Shab Say Sahar Say Kalam Rakhtay Thay By Noshi Gilani

    Noshi Gilani Guraiz-e-shab say sahar say kalam rakhtay thay kabhi wo din thay k zulfon say sham rakhtay thay tumharay haath lagay hein tu jo karo so karo wagarna tum say tu hum soo ghulam rakhtay thay hamein bhi gher gia ghar k za'am ne tu khula kuch aur log bhi iss mein qiyaam rakhtay...
  8. Asad Rehman

    Ghazal Mujhay Maut De K Hayat Day By Noshi Gilani

    Noshi Gilani mujhay maut day k hayat day meray be hunar mera sath de meri piyas sadion ki piyas he meray karbala ko farat de meray ratjagon k hisab mein koi ek nend ki rat de koi esa ism-e-azeem ho mujhay teray dukh say nijat de ye jo teergi he gharoor mein koi roshni usay maat de...
  9. Asad Rehman

    Ghazal Tujh Say Ab Aur Muhabbat Nahi Ki Ja Sakti By Noshi Gilani

    Noshi Gilani tujh say ab aur muhabbat nahi ki jaa sakti khud ko itni azziyat nahi de jaa sakti jantay hein k yaqeen toot raha he dill par phir ab tark ye wehshat nahi ki ja sakti habs ka shehr he aur is mein kisi bhi sorat saans lenay ki saholat nahi dee jaa sakti roshni kay liay...
  10. Asad Rehman

    Ashaar Mein Baddua Tu Nahi De Rahi Hon Us Ko Magar By Noshi Gilani

    Noshi Gilani mein baddua tu nahi de rahi hon us ko magar by noshi gilani dua yahi he usay mujh sa ab koi na milay

Latest reviews

  • Saad Sheikh
    Muntaha
    5.00 star(s)
    Muntaha is a beautiful Arabic name suitable for both boys and girls. It carries deep meanings of 'goal', 'aspiration', and 'final destination'...
    • Saad Sheikh
Back
Top