Noshi Gilani's Urdu Poetry Collection: Ghazals and Nazms

Noshi Gilani is a poet and former academic from Bahawalpur, Pakistan. She settled in San Francisco in 1995 and later moved to Sydney, Australia after her marriage to poet Saeed Khan in 2008.

Her poetry reflect her experiences of living in the USA. She has published several books of poetry, including "Poems by Noshi Gillani". Noshi Gilani was born on March 14, 1964 and is currently 59 years old.
  1. Asad Rehman

    Ghazal Ab Ye Bat Mani He , By Noshi Gilani

    ab ye bat maani he wasl raigaani he us ki dard ankhon men hijer ke kahani he jeet jis kisi ke ho hum ne haal mani he chorian bikharnay ke rasm ye purani he umer k jazeeray men gham ke hukmrani he mil gia tu wehshat ke dastaaN sunani he hijeraton k sehra ke khaak dill ne chani he...
  2. Asad Rehman

    Ghazal Ye Meri Umer Meray Maah O Saal Day Us Ko By Noshi Gilani

    ye meri umer meray maah o saal day us ko meray khuda meray dukh say nikal day us ko wo chup khara he kae din say teri khatar tu kiwaar khool day izn e sawal day us ko azab e ba nazri ka jisay shaor na ho ye meri ankhein meray khaddo khal de us ko ye dekhna shab e hijraan k kiss ki dastak...
  3. Asad Rehman

    Ghazal Hijer Ke Shab Mein Qaid Karay By Noshi Gilani

    hijer ke shab men qiad karey ya subh-e-visal men rakhay acha maula teri marzi tu jiss haal men rakhay khel ye kesa khel rahi he dill say teri muhabbat ik pal ki sarshari or dinon malal men rakhay men ne sari khushboein anchal say baandh k rakhein shayed in ka ziker tu apnay kisi sawal men...
  4. Asad Rehman

    Ghazal Chup Na Rehtay Biyan Ho Jatay By Noshi Gilani

    chup na rehtay biyan ho jatay tujh say gar badguman ho jatay zabt-e-gham ne bacha lia warna hum koi dastan ho jatay tun dekha nahi palat k hamein warna hum mehrban ho jatay teray qisay mein hum bhala khud sy kis liye bad guman ho jatay teray dill ki zameen he na mili warna hum asmaan...
  5. Asad Rehman

    Ghazal Meri Ankhon Ko Soojhta He Nahi By Noshi Gilani

    Meri Aankhon Ko Soojhta Hi Nahi Ya Muqaddar Mein Raasta Hi Nahi Wo Bharay Sheher Mein Kisi Se Bhi Mere Baaray Mein Poochta Hi Nahi Phir Wohi Shaam Hai Wohi Ham Hain Haan Magar Dil Mein Honsla Hi Nahi Ham Chalay Os Ki Bazm Se Uth Kar Aur Wo Hai Ke Rokta Hee Nahi Dil Jo Ek Dost Tha Magar Wo Bhi...
  6. Aadil Jahangeer

    Ghazal Musalsal Rokti Hun..By Noshi Gilani

    Musalsal Rokti Hun Usko Shehar E Dil Mein Ane Se Magar wo koh-Kun Rukta nahi diwar dhane se Bhala kaya dukh k angan mein sulagti larkiyan jane Kahin chuptay hein anso anchalo mein mun chupane se Abhi tu fasal taza hai hamare harf o mayni ki Abhi darte nahi hum mousamo k ane jane se Abhi to ishq...
  7. Asad Rehman

    Nazm Kaun Rok Sakta He By Noshi Gilani

    answoon ki barish men janay dill k hathon mein hijer k musafir k paon bhi jo choo aaaoo jiss ko laut jana ho us ko door janay say rasta badalnay say door ja nikalnay say kaun rok sakta he
  8. Asad Rehman

    Ashaar Sheher E Ishq Se Aakhir By Noshi Gilani

    NoshiGilani sheher e ishq se aakhir... kesy mu'tabar jaayeN
  9. Asad Rehman

    Nazm Na Guftago Ka Kamal-e-ahaang By Noshi Gilani

    na guftago ka kamal-e-ahaang na baat k be misaal ma'ani na khado khaal mein wo jazbiyat jo jism-o-jaan ko aseer kar lay na mushtarik koi aks-e-khuwahish magar ye kia he wafa k raston pay likh rahi hon musafrat ki nae kahani Noshi Gilani
  10. Asad Rehman

    Ghazal Bohat Asaan Nahi Hota Judae Mangtay Rehna By Noshi Gilani

    muhabbat ki aseeri say rihae mangtay rehna bohat asan nahi hota judae mangtay rehna zara sa ishq kar lena , zara se ankh bhar lena ewaz is kay magar sari khudae mangtay rehna kabhi mehroom honton par dua ka harf rakh dena kabhi wehshat mein us ki na rasae mangtay rehna wafaon k tasasal...

Latest reviews

  • Saad Sheikh
    Muntaha
    5.00 star(s)
    Muntaha is a beautiful Arabic name suitable for both boys and girls. It carries deep meanings of 'goal', 'aspiration', and 'final destination'...
    • Saad Sheikh
Back
Top