Noshi Gilani's Urdu Poetry Collection: Ghazals and Nazms

Noshi Gilani is a poet and former academic from Bahawalpur, Pakistan. She settled in San Francisco in 1995 and later moved to Sydney, Australia after her marriage to poet Saeed Khan in 2008.

Her poetry reflect her experiences of living in the USA. She has published several books of poetry, including "Poems by Noshi Gillani". Noshi Gilani was born on March 14, 1964 and is currently 59 years old.
  1. Asad Rehman

    Nazm Teri Baton Say Is Dil Ko , Bohat Abad Rakhtayhein , By Noshi Gilani

    ko mausam ho vasl o hijer ka hum yad rakhtay hein teri baton say is dil ko bohat abad rkhtay hein kabhi dill kay safhay par tujhay tasveer kartay hein kabhi palkon ki chaon mein tujhay zanjeer kartay hein kabhi khuwabeeda shamon mein kabhi barish ki raton mein koi mausam ho vasl o hijer...
  2. Asad Rehman

    Nazm Kis Tarha Sajatay Ho By Noshi Gilani

    kis tarha sajatay ho maslihat ki shamoN mein mehflein muhabbat ki aur muhabbtein bhi wo saal bhar mehak jin ki dill ki sari galion mein raqs karti phirti he kis tarha jalatay ho andhion k mausam mein tum diay rafaqat kay tum jo piyar ki daulat apnay hathon ay khushbwon ki baton say...
  3. alifarhan

    Sad Poetry Kaisay Aaye Ga Tere Khad-o-khaal Ka Mausam By Noshi Gilani

    Kaisay Aaye Ga Tere Khad-o-Khaal Ka Mausam ? Qismaton Mein Jab Likha Hai Zawaal Ka Mausam Kis Ne Khail Khaila Hai Kis Ne Hijr Jhaila Hai Ab Guzar Gaya Jaanan Is Sawaal Ka Mausam Kis Tarah Se Mumkin Tha Ik Shaakh Per Khiltay Mein Ke Hijr Ka Lamha, TU Visaal Ka Mausam Dil Ke Ab Tou Sehra Hai...
  4. alifarhan

    Sad Poetry Noshi Gilani

    Ye Naam Mumkin Nahi Rahay Ga, Muqaam Mumkin Nahi Rahay Ga Gharoor Lehjay Mein Aa Gaya Tou Kalaam Mumkin Nahi Rahay Ga Ye Barf Mausam Jo Sheher-e-Jaa.n Mein Kuch Aur Lamhay Theher Gaya Tou Lahoo Ka Dil Ki Kisi Gali Mein Muqaam Mumkin Nahi Rahay Ga Tum Apni Saanson Se Meri Saansain Alag Tou...
  5. Asad Rehman

    Nazm Kashf By Noshi Gilani

    Kashf mujhay mehsoos hota he jahan mein ankh jhapkon gi wohin pay hadisa ho ga (Noshi Gilani)
  6. Asad Rehman

    Ghazal Ik Pasheman Se Hasarat Say Mujhay Sochta He By Noshi Gilani

    ik pasheman se hasarat say mujhay sochta he ab wohi shehr muhabbat say mujhay sochta he mein tu mehdood say lamhon mein mili the uss say phir bhi wo kitni wazahat say mujhay sochta he jis ne socha he na tha hijer ka mumkin hona dukh mein doobi hoe hairat say mujhay sochta he mein tu...
  7. Asad Rehman

    Ghazal Kash Anso Meri Ankhon Mein He Reh Jaya Karay By Noshi Gilani

    mujh ko ruswa sar-e-bazar na karwaya karay kash anso meri ankhon mein he reh jaya karay ay hawa mein ne tu bass uska pata pocha tha ab kahani tu na har bat ki ban jaya karay bass bohat dekh liay khuwab suhanay din kay ab wo baton ki rafaqat say na behlaya karay ik museebat tu nahi...
  8. D

    Ghazal Mohabbat ki Aseeri se Rehai maangtay rehna - Noshi Gilani

  9. D

    Ghazal Bila Jawaz Rakhen Khud Ko Beqaraar Bhi Kiun...noshi Gilani

    Bila jawaz rakhen khud ko beqaraar bhi kiun Jo tu nahee hai to phir tera intezaar bhi kiun Akelepan ka safar jab mera muqaddar hai To phir ai waada shikan teri rehguzaar bhi kiun Usey ganwa ke raho ab khizaon ki zad mai Jo wo nahee hai to phir mausam-e-bahar bhi kiun Agar bhulaye huye usko...
  10. D

    Nazm Aasman Say Pehli Bat......Noshi Gilani

    Noshi Gilani Aasman Say Pehli Bat Maula tujh say aaj ki shab bas ek Dua'a hay ek Dua'a bay shak meri ankh ki Qindeel qaim na rakhna lekin uss kay khuwab ka diya salamt rakhna
Back
Top