Content tagged with Parveen Shakir Poetry

Parveen Shakir (Urdu: پروین شاکر; 24 November 1952 – 26 December 1994) was a Pakistani poet, teacher and a civil servant of the government of Pakistan. She is best known for her poems, which brought a distinctive feminine voice to Urdu literature, and for her consistent use of the rare grammatical feminine gender for the word "lover".Since her death, the "Parveen Shakir Urdu Literature Festival" has been held every year in Islamabad in her memoriam.

View More On Wikipedia.org
  1. Semmi

    Ghazal Tooti Hai Meri Neend Magar...

  2. sahrish khan

    Ghazal Zindagi se nazar milaao kabhi – Haar k baad muskuraao kahi by Parveen shakir

    Zindagi se nazar milaao kabhi – Haar k baad muskuraao kabhi Tark E ulfat k baad umeed E wafa – Ret par chal saki hai naao kabhi Ab jafaa ki sarahataiN bekaar – Baat se bhar saka hai ghaao kabhi Shaakh se mauj E gul thami hai kahiN – Baat se bhar sakaa hai ghao kabhi Andhe zehnoN se...
  3. sahrish khan

    Ghazal Dil O nigaah pe kis taur ke azaab utray by Parveen Shakir

    Dil O nigaah pe kis taur ke azaab utray Wo maahtaab hi utra, na uske khaab utray KahaaN woh rut K jabeenoN pe aaftaab utray Zamana beet gaya unki aab O taab utray Main usse khul ke miluN, soch ka hijaab utray Woh chahta hai meri rooh ka naqaab utray Udaas shab meN, kaRi dopaher ke lamhoN meN...
  4. Falak

    Ghazal Dua ka toota hua harf Sard Ahh main hai

    @Recently Active Users
  5. Porab Keyana

    Ghazal Jo khiltay thay gulabon ki taraha

  6. Falak

    Nazm Manzar Hai Wohi Thathak Rahi Hun

    منظر ہے وہی ٹھٹک رہی ہوں حیرت سے پلک جھپک رہی ہوں یہ تُو ہے کہ میرا واہمہ ہے! بند آنکھوں سے تجھ کو تک رہی ہوں جیسے کہ کبھی نہ تھا تعارف یوں ملتے ہوئے جھجک رہی ہوں پہچان! میں تیری روشنی ہوں اور تیری پلک پلک رہی ہوں کیا چَین ملا ہے………سر جو اُس کے شانوں پہ رکھے سِسک رہی ہوں پتّھر پہ کھلی...
  7. sahrish khan

    Ghazal Chaand Meri Tarah Pighalta Raha by Parveen Shakir

    Chaand Meri Tarah Pighalta Raha Neend Mein Saari Raat Chalta Raha Jaanay Kis Dukh Se Dil Girifta Tha Mun Pe Baadal Ki Raakh Malta Raha Mein Tou Paaon Ke Kaantay Chunti Rahi Aur Wo Raasta Badalta Raha Raat Galyon Mein Jub Bhatakti Thi Koi Tou Tha Jo Saath Chalta Raha Sard Rut Mein, Musaafiron...
  8. sahrish khan

    Ghazal Kuch to hawa bhi sard thi kuch tha tera khayal bhi by Parveen Shakir

    Kuch to hawa bhi sard thi kuch tha tera khayal bhi, Dil ko khushi ke sath sath hota raha malaal bhi, Sab se nazar bacha ke woh mujh ko kuch aese dekhta, Ek dafah to ruk gayee gardish-e-maah-o-saal bhi, Dil to chamak sake ga kya phir bhi tarash ke dekh lain, Sheesha giraan-e-sheher ke haath ka...
  9. sahrish khan

    Ghazal Jala deya shajr jaan k sabz bkhat na tha by Parveen Shakir

    @Recently Active Users @Recently Joined Users
  10. Mishaikh

    Ghazal Khayal khawab hoa burg o bar ka mausum

    @Recently Active Users @Recently Joined Users

Latest reviews

  • Saad Sheikh
    Muntaha
    5.00 star(s)
    Muntaha is a beautiful Arabic name suitable for both boys and girls. It carries deep meanings of 'goal', 'aspiration', and 'final destination'...
    • Saad Sheikh
Back
Top