Content tagged with Parveen Shakir Poetry

Parveen Shakir (Urdu: پروین شاکر; 24 November 1952 – 26 December 1994) was a Pakistani poet, teacher and a civil servant of the government of Pakistan. She is best known for her poems, which brought a distinctive feminine voice to Urdu literature, and for her consistent use of the rare grammatical feminine gender for the word "lover".Since her death, the "Parveen Shakir Urdu Literature Festival" has been held every year in Islamabad in her memoriam.

View More On Wikipedia.org
  1. nizamuddeen

    Nazm Bus Itna Yaad Hay By Parveen Shakir

    dua to janay kon si thi zahan main nahi bus itna yaad hay kay do hathaliyaN mili hoee thi jin main eik meri thi or eik tumhari (parveen shakir)
  2. nizamuddeen

    Ashaar Lo Main Aankhain Band Kiye Leti Hoon, Ab Tum Rukhsat Ho By Parveen Shakir

    lo! main aankhain band kiye leti hoon, ab tum rukhsat ho dil to jaanay kia kehta hay, lekin dil ka kehna kia! (parveen shakir)
  3. nizamuddeen

    Ashaar Too Badalta Hay To Bay Sakhta Meri Aankhain By Parveen Shakir

    too badalta hay to bay sakhta meri aankhaiN apnay hatooN ki lakeeroN say ulajh jati haiN (parveen shakir)
  4. Shehbaz

    Nazm Mulaqaat - Parveen Shakir

    Ajeeb tarz ki mulaqaat ab ki baar rahi, Tum he thay badlay huay ya meri nigahein thi, Tumhari nazron say lagta tha jesay meri bajaye, Tumharay ghar mein koi aur shakhs aya hay, Tumharay ohday ki denay tumhe mubarakbaad.. so tum nay mera so'agat usi trha say kia, jo afsaran-e-hukomat kay...
  5. Heer

    Ghazal Is Shart Pe Khelon Gi Piya Pyar Ki Bazi

    Eik shert pe Khailon gi piya payar ki baazi... Haaron tu tuje paon jeeton tu piya teri Complete Ghazal
  6. Shehbaz

    Nazm Meri Qismat Judai Hay - Parveen Shakir

    bohut sardi hay mama abhe kuch dair mera haath mat choray zamistan ki hawa say kap-kapata meray seenay say laga tu keh raha tha ziada din nahe guzray kay meray gaud ki garmi tujhe araam deti thi galay mein meri ban'hein daal kar tu is tarha sota k aksar sari sari raat meri aik karwat mein guzar...
  7. Shehbaz

    Ashaar Aitraaf - Parveen Shakir

    teray badalnay kay ba-wasf tujh ko chaha hay, yeh aitraaf bhe shamil meray gunaah mein hay!
  8. nizamuddeen

    Ashaar Parveen Shakir Ka Ek Shair

    wo jin kay hatoon main taqdeer-e-fasl gul rahi day gaye sookhay howay pattoN ka nazrana mujhay (parveen shakir)
  9. enter10

    Ashaar Nigahon K Tasadum Se Ajab Takraar Karti Hai By Parveen Shakir

    Nigahon K Tasadum Se Ajab Takraar Karti Hai, Yaqin Kaamil Nahi Lekin Guman Hai Piyar Karti Hai" "Use Maloom Hai Shayad Mera DIL Hai Nishane Per, Labon Se Kuch Nahi Kehti Nazar Se Waar Karti Hai" "Main Us Se Pochta Hon Khwab Mein, 'Mujh Se Mohabat Hai?' Phir Aankhen Khol Deta Hon Woh Jab Izhaar...
  10. nizamuddeen

    Ghazal Bohat Roya Wo Hum Ko Yaad Karkay By Parveen Shakir

    bohat roya wo hum ko yaad karkay humari zindagi barbad karkay palaT kar phir yahin aajaen gay hum wo dekhay to humay aazad karkay rehai ki koe soorat nahi hay magar han minat-e-siyad karkay badan mera chowa tha us nay lekin gaya hay roH ko aabad karkay har aamir tool dena chahata hay...

Latest reviews

  • Saad Sheikh
    Muntaha
    5.00 star(s)
    Muntaha is a beautiful Arabic name suitable for both boys and girls. It carries deep meanings of 'goal', 'aspiration', and 'final destination'...
    • Saad Sheikh
Back
Top