Content tagged with poetry on azab

  1. Aadil Jahangeer

    Ghazal Ik Muddat Se Ratjagon Ka Azab Saha Hy..By Aadil Jahangeer

    Ik Muddat Se Ratjagon ka azab Saha hy. Khawab Boya tha"Aadil",Saraab Kata hy. Phoolon se krain gay gila tery Naarsai ka. Ab k baras jo bahar aye hy to ye socha hy. Phir Younh huwa,judai ne bhi hijrat nhi ki. hath joray hain,janay ko kai baar kaha hy. Ye Manzal_E_ISHQ hy Kon Si samjh nhi ati...
  2. Aadil Jahangeer

    Ashaar Ghazab Ki Dhoop The...

  3. saima jabeen

    Ashaar Ghazab Ki Dhoop....

    GhaZaab Ki Dhoop Thi TanhaiyOOn k JanGal Mai ShAjAar BoHt ThAy MaGaR Koi sAyADaaR Na ThA! -
  4. mujeebkhan786

    Ghazal Ye Zara Zara Si Baat Pe Tarha Tarha Ke Azab Q

  5. Asad Rehman

    Nazm Azab Ye Bhi Kisi Aur Par Nahi Aya By Iftikhar Araf

    azab ye bhi kisi aur par nahi aya k ek umer chalay aur ghar nahi aya us ek khuwab ki hasrat mein jal bhuji ankhein wo ek khuwaaab k ab tak nazar nahi aya karein tu kiss say karien naa rasaaion ka gila safar tama hua hum safar nahi aya dilon ki baat badan ki zubaan say keh detay ye...
  6. Asad Rehman

    Ghazal Azab Thehra Hamein Apna Aina Hona

    azab thehra hamein apna aina hona k lamha lamha tanaffr say sabqa hona milay hein um ko amar bail ki tarha ahbab shajar ka ho k shaja say magar juda hona uthaye phirna ujalay mein jhoot ka parcham andhaira hotay he phir sach say ashna hona khial rkhna hamesha mizaj ka us kay aur apnay ap...
  7. farishtay

    Sad Poetry Bisat e Jaan Pe Azab Utartay hein Kis Tarah

    بسا ط جاں پہ عذاب اترتے ہیں کس طرح شب و روز یہ عقاب اترتے ہیں کس طرح کبھی عشق ھو تو پتہ چلے یہ جو روگ ہیں چھپے ھوۓ ھیہں جسم و جاں میں تو یہ کس لۓ یہ جو اضطراب رچا ھوا ہے وجود میں تو یہ کیوں بھلا یہ جو سنگ سا آگرا ہے وجود میں تو یہ کس لۓ یہ جو دل میں درد چھڑا ہے لطیف سا تو یہ کب سے ہے یہ جو...
  8. M.Imran

    Sad Poetry Janay kion shiksat ka azab liye phirta hoon

    Janay kion shiksat ka azab liye phirta hoon main kiya hoon aur kia khuwab liye phirta hoon us ne ik bar kiya tha sawal_e_Muhabbat main her lamha wafa ka jawab liye phirta hoon us ne poocha kab se nahi soye main tab se rut jagon ka hisab liye phirta hoon us ki khuwahish thi ke mery ankhoon...
  9. talatfarman

    Ashaar Ghazab tha Aaj Gulshan Main

    Ghazab tha Aaj Gulshan main ye hasrat-khaiz nazzara!!!!!!!!!!! Idhar Bulbul ka Dam Toota, Udhar Fasal-e-Bahar Aai..........
  10. Muntsha Khan

    Ashaar Azab e Safar....!!

Latest reviews

  • Saad Sheikh
    Muntaha
    5.00 star(s)
    Muntaha is a beautiful Arabic name suitable for both boys and girls. It carries deep meanings of 'goal', 'aspiration', and 'final destination'...
    • Saad Sheikh
Back
Top