Content tagged with Poetry On Barish

No Wikipedia entry exists for this tag
  1. Hussain Malik

    Ashaar Jab Talak Baarishen Nahi Thamti

    Dear PWpians... Aaj kal k mausam k hawaalay se qalam uthaya hai ,Umeed hai aap sb pasand karein ge...
  2. Areeba Zahra

    Sad Poetry Usse Barishon Ne Chura Liya....!

  3. Shujaat

    Nazm - Barishon Key Mousam Mien -

    BarishoN Key mOusam mieN Dil Ki Sar ZameenoN Par Gard kyoN Bikharti hAi Is Trah Key mOusam mieN PhOol kyoN nahieN Khiltey lOg kyoN nahieN Miltey ?? kyoN Fqat Yeh tAnhAii Sath Sath Rehti hAi kyoN BiCharney WaaloN Ki Yaad Saath Rehti hAi Itni Taiz Barish Sey Dil Key Aaiyenay Par Sey Aks kyoN...
  4. N

    Ashaar Barsti Barishon Se Bas

    BARSti BARiSHOn Sy Bs MUJHy itNi Si NiSBAt HAi.. K IS tARHA KA iK MOSAm Mery ANDAR B ReHtA HAi..!!
  5. nizamuddeen

    Nazm Gaye Dino Ki Barish

    aaj phir ghir kay ghaTTaa aaye hay bohat tez barish ki fiza chaee hay gaye baras kay sawan kaa wo din haseen tha kitna jab sath tum thay meray or tez tez barish bhi der tak rahi ..... (shagufta shafiq)
  6. sweet.azm

    Ghazal Barisho'N K Mousam Main

    Yaadai’n jaag jati hyn Barisho’n k mausam main Har ghari satati hyn Barisho’n k mausam main Shaambhi kisi surat Chain se nahi kat’ti Subhai’n bhi satati hyn Barisho’n k mausam main Zehen k jharokey main Jab koi sada ubhrey Aankhai’n bheeg jati hyn Baarisho’n k mausam main
  7. enter10

    Ghazal Usey Barishon Ne Chura Lia, K Woh Badlon Ka Makeen Tha

    Usey barishon ne chura lia, K woh badlon ka makeen tha kabhi murr k ye bhi to daikhta k wajood mera zameen tha Wohi aik sach tha k es k baad sari tohmatain jhoot hain Meray dil ko poora yakeen hy wo Mohabatoon ka ameen tha Usy shoq tha k kisi jazeeray pr us k naam ka phool ho Mujhay pyaar krna...
  8. Mahsa

    Nazm Baarish Ki Boondoon Ne

    Baarish ki boondon NE jab dastak di darwaze par Mehsos Hua tm aye ho ahsas tmharay jaisa tha Hawa Kay halkay jhoonko ki jab aahat Hui khirki par Mehsos Hua tm aye ho ahsas tmharay jaisa tha Main tanha chala jab baarish...
  9. Junglee Billi

    Nazm Barisho'N Ke Mosam Mein

    Barisho'n ke mosam mein Dil ki Sar-Zameeno'n per Gard Kyon Bikherti hai Es trah ke Mosam mein Phool kyon nhi Khiltey Log kyon nhi miltey Kyon faqad ye Tanhaai Sath Sath rehti hai Kyon Bicharney walo'n ki Yad Sath rehti hai Itni Tez Barish sey Dil key Aaniey per sey Aks kyon nhi Dhultey Zakham...
  10. M Shah

    Ashaar Baarish Huwi To Phoolo K Tun Chaak Hogaye

    m shah collection share ur feelings
Back
Top