Content tagged with Poetry On Bewafai

No Wikipedia entry exists for this tag
  1. ali bukhari

    Love Poetry Jab Tak Thokar Na Lagay Bewafai Ki

    Har dharkan mein ek raz hota hay, har baat ko batane ka ek andaz hota hai, jab tak thokar na lagay bewafai ki, har kisi ko apne pyar par naz hota hai.
  2. Aadil Jahangeer

    Ghazal Bewafa Koi Sitamgar Bhi To Ho Sakta Hai..

    Bewafa koi sitamgar bhi to ho sakta hai. Mera qatil mera rehber bhi to ho sakta hai. Ek mudat say tujay wird main rekha jis ney Wo mohbat main qalandar bhi to ho sakta hay Teray kochay main jo aya ha ghulamon ke tarha Apni basti ka sikandar bhi to ho sakta hai Silslawar agr ashak giraey...
  3. yusra avais

    Ghazal Bewafai

    Bewafai tuo itni khyd rah hai Uggti jati hai jitni kaati hai lout ker phir kabi nahi ai tonay jab say wafa youn danti hai baich ke saath saath laye ho kya tum judai khareed laye ho kya fasla pehle to zaiyada na tha saray rastoon ko tum rulay ho kya Hijr k geet sutay rehtay hain be wafai jo...
  4. Asad Rehman

    Ghazal Be Wafa Ap Ko Kaha Sahib

    be wafa ap ko kaha sahib mera kehna bura laga sahib ho gae mujh say kia khata sahib kion hoay mael-e-jafa sahib chor bethay hein dil wo ahl-e-hawas tha jinhein dawa-e-wafa sahib mein ne tum ko sanam kaha tha kabhi aur tum ban gaey khuda sahib nam dushman ka jab lia men ne ro diay ap kia...
  5. alifarhan

    Ashaar Bahoot He Bawafa Wo, Bewafa Honey Say Pehley Tha

  6. raja b

    Ashaar Ja Muhabbat Tujhy Muaf Kiya

  7. Asad Rehman

    Ashaar Bewafae Ka Ab Gila Kesa By Fakhira Batool

    bewafae ka ab gila kesa ap pehlay b kb hamary thay Fakhira Batool
  8. aries_k

    Ghazal Is Se Pehlay Ke Bewafa Ho Jayein

    Is Se Pehlay Ke Bewafa Ho Jayein Kiun Na Ay Dost Ham Judaa Ho Jayein ? TU Bhee Heeray Se Ban Gaya Patthar Ham Bhee Kal Jaanay Kia Se Kia Ho Jayein Hum Bhee Majboorion Ka Uzar Karain Phir Kaheen Aur Mubtala Ho Jayein Ab Ke Gar TU Milay Tou Ham Tujhse Aisay Liptain Teri Qabaa Ho Jayein Bandagi...
  9. Asad Rehman

    Ashaar Bewafai K Sab Ilzaam Apnay Sar Lay Kar

    Bewafai K Sab Ilzaam Apne Sar Lay Kar Mein Usay Hairat Mein Daal Aaya Hoon ...
  10. raja b

    Ashaar Bewafai To Yahan Sub Krty Hen

Latest reviews

  • Saad Sheikh
    Muntaha
    5.00 star(s)
    Muntaha is a beautiful Arabic name suitable for both boys and girls. It carries deep meanings of 'goal', 'aspiration', and 'final destination'...
    • Saad Sheikh
Back
Top