Content tagged with Poetry On Dard

Urdu poetry (Urdu: اُردُو شاعرى Urdū S̱ẖāʿirī) is a tradition of poetry and has many different forms. Today, it is an important part of the cultures of South Asia. According to Naseer Turabi there are five major poets of Urdu which are Mir Taqi Mir (d.1810), Mirza Ghalib, Mir Anees, Allama Iqbal and Josh Malihabadi (d.1982). The language of Urdu reached its pinnacle under the British Raj, and it received official status. All famous writers of Urdu language including Ghalib and Iqbal were given British scholarships. Following the Partition of India in 1947, it found major poets and scholars were divided along the nationalistic lines. However, Urdu poetry is cherished in both the nations. Both the Muslims and Hindus from across the border continue the tradition.
It is fundamentally performative poetry and its recital, sometimes impromptu, is held in Mushairas (poetic expositions). Although its tarannum saaz (singing aspect) has undergone major changes in recent decades, its popularity among the masses remains unaltered. Mushairas are today held in metropolitan areas worldwide because of the cultural influence of South Asian diaspora. Ghazal singing and Qawwali are also important expository forms of Urdu poetry.

View More On Wikipedia.org
  1. Khalid Bhatti

    Punjabi Poetry Soufi Poetry... Dard-E-Dil.

    Jise Pehlu Mein Reh Kar Dard Hasil Ho Nahi Sakta, Usey Dil Kon Keh Sakta Hai Woh Dil Ho Nahi Sakta. ♥
  2. A

    Nazm Jb Jb Dard Ka Badal Chaya

    Jb Jb dard ka badal chaya Jb gham ka saya lehraya Jb ansoo plkun tk aya Jb ye tanha dil ghabraya Hm ne dil ko ye smjhaya Dil akhir tu kuen rota he Dunya men yoon he hota he Ye jo gehray sannaty hen Waqt ne sb ko he banty hen Thora gham he sb ka Qissa Thori dhoop he sb ka Hissa Ankh...
  3. raja b

    Ashaar Hamdardi Na Karro

  4. inaya

    Nazm Abhi Wo Dard Baqi Hy

  5. raja b

    Ashaar Shidat E Dard Main Kami Nahi I

  6. Zoufishan

    Ashaar Dard

  7. inaya

    Ghazal Dard Kia Hota Hai Btayein Gay Kisi Roz

    Dard kia hota hai btayein gein kisi roz Kamal ki ghazal tum ko sunaein gein kisi roz Thi unki zid k mai jaun unko manane Mujko yeh veham tha vo bulayein gein kisi roz kabi b maine to socha b nahi tha Vo itna mere dil ko dukhaein gein kisi roz Har roz aieene sey yehi poochti hun mae Kia rukh...
  8. ASAD76

    Ghazal Paas Jab Tak Wo Rahay Dard Thama Rehta Hai

    phir meray shehr sey guzra hai wo baadal ki tarah dast e gul phaila huwa hai meray aanchal ki tarah keh raha hai kisi mausam ki kahani abb tak jism barsaat mai bheegay huway jangal ki tarah oonchi aawaz mai us nay tau kabhi baat na ki khafgiyo'n mai bhi wo lehja raha komal ki tarah mil k...
  9. ASAD76

    Ghazal Woh Dard Woh Wafa Woh Muhabbat Tamaam Shud

    Woh Dard Woh Wafa Woh Muhabbat Tamaam Shud... Ley Dil Men Terey Qurb Ki Hasrat Tamaam Shud... Yeh Baad Men Khuley Ga K Kiss Kiss Ka Khoon Hua..?? Her Eik Bayaan Khatam, Adaalat Tamaam Shud... Tu Ab To Dushmani K Bhi Qabil Nahi Raha.. Uth'ti Thi Jo Kabhi Woh Adaawat Tamaam Shud... Ab RAbt Eik...
  10. Asad Rehman

    Ghazal Ye Dard-e-hijer Aur Us Pay Sahar Nahi Hoti By Qamar Jalalwi

    ye dard-e-hijer aur us pay sahar nahi hoti kahin udher ki tu duniya idher nahi hoti na ho rihaae qafas say , agar nahi hoti nigah-e-shauq tu be baal o par nahi hoti sataye jao nahi koi poochnay wala mitaye jaao kisi ko khabar nahi hoti nigah-e-barq alawa meray nesheman k chaman ki...
Back
Top