Hotay rahain iss dhoop main tehleel kahaan tak,
Aay waqt teray hukm ki taa’meel kahaan tak,
Her aan naye harf, nayii soch, nayii baaat,
Aakhir koi khud ko kray tabdeel kahaan tak.
Jab kabhi dhoop ki shiddat ne sataya mujh ko,
Yaad aaya bahut ek perr ka saaya mujh ko.
Meri khwaahish thi ki main roshani baantu sab ko,
Zindagi tune bahut jald bujhaya mujh ko.
Chahne walon ne koshish toh bahut ki lekin,
Kho gaya main toh koi dhoond na paya mujh ko.
Sakht hairat mein pari...
Nazam
Samina Raja
phir dhoop dhali sar say
aur sham utar aye
sab log chalay agay
is kocha-e-ghurbat se
bethay hein magar rah men
dill geer shanasae
jatay hoay lgon mein
ik shakhs ajab dekha
us alm-e-wehshat mein
lutnay ka sabab dekha
phir dil mein chanak uthi
zangeer-e-shanasae
hum...
Samina Raja
tu bhi rukhsat ho raha he , dhoop bhi dhalnay ko he
meray andar ik charagh-e-sham-e-gham jalnay ko he
kab talak is hijer mein akhir ko rona chahye
aankh bhi khooN ho gae , daman bhi ab galnay ko he
gulsitaN mein par gae he rasm-e-tajseem-e-bahar
apnay chehray par har ik gul...
Wo jo tumharey hijer ke manzar ki dhoop thi.....
Wo jo tumharey hijer ke manzar ki dhoop thi
Uss dhoop mein hamarey muqaddar ki dhoop thi,
Mein zaat ke ufaq mein dooba tou youn laga
Suraj mein aur mujh mein barabar ki dhoop thi,
Jiss se jhulas gaye thay merey khwab, merey rang
Baahir ki...
jhulas rahay hein kari dhoop mein shajar meray
baras raha he kahan abr be khabar meray
gira tu koi jazera na tha samandar mein
k panion pay khulay bhi bohat thay par meray
ab is k baad ghanay janglaon mein manzil he
ye waqt he k palat jain humsafar meray
khabar nahi he meray ghar na...