Content tagged with Poetry On Dil

Beher (Arabic/Persian/Urdu: بحر) in Urdu poetry is the meter of a sher (couplet). Essentially, beher is a specific pattern, combining the arkaans (dummy meaningless words) of Urdu prosody that define the "length" of a sher. However, generally beher is categorized in three classes: Short, medium, long, depending upon the length of the sher of the ghazal.
For a ghazal, since all the shers in it should be of the same beher, determining the beher of one sher (or even one line of the sher) is enough to determine the beher of the entire ghazal. For example, in this ghazal of Ghalib, the length and meter of the ashaar is same throughout. In terms of the European method of scansion, the metre can be written as follows (where "x" = long or short, "u" = short, "–" = long, "u u" = one long or two short syllables):

x u – – u – u – u u –koii ummiid bar nahiin aatii
koii suurat nazar nahiin aatii aage aatii thii haal-e-dil pe hansii
ab kisii baat par nahiin aatii jaanataa huun savaab-e-taa'at-o-zahad
par tabiiyat idhar nahiin aatii hai kuchh aisii hii baat jo chup huun
varna kyaa baat kar nahiin aatii kaabaa kis muunh se jaaoge 'Ghaalib'
sharm tumako magar nahiin aatiiThe ghazal above is written in a beher called: khafiif musaddas makhbuun mahzuuf maqtu (Meter G8). This is a ten-syllable beher and by the standards of Urdu poetry, is a chotii (small) beher.
As with the scansion of Persian poetry, a syllable such as miid or baat consisting of a long vowel plus consonant, or sharm consisting of a short vowel and two consonants, is "overlong", and counts as a long syllable + a short one.In Urdu prosody, unlike Persian, any final long vowel can be shortened as the metre requires, for example, in the word kaabaa in the last verse above.

View More On Wikipedia.org
  1. Falak

    Ghazal Dua ka toota hua harf Sard Ahh main hai

    @Recently Active Users
  2. Falak

    Sad Poetry Jab bhi hansne ke zamaane aaye

    Jab bhi hansne ke zamaane aaye Zakhm phir yaad puraane aaye Baar-ha unko manaaya to hamein RooTh jaane ke bahaane aaye Phir mujhe toot ke chaaha usne Phir bichhaRne ke zamaane aaye Muskuraa kar hamein milne waale Zindagi bhar ko rulaane aaye Kitni mahroom thiN neendein unki Khaab bhi jin ko...
  3. Falak

    Ghazal Her ek lamha naya ek imtehan hai

    @Recently Active Users
  4. Falak

    Ashaar Ek Khamoshi Hi Hamare Dil Ko Deti Hai Malaal

    ایک خاموشی ہی ہمارے دل کو دیتی ہے ملال اور سب باتیں پسند آئیں تیری تصویر کی Ek Khamoshi Hi Hamare Dil Ko Deti Hai Malaal, Aur Sab Baatein Pasand Aayin Teri Tasveer Ki.. @Recently Active Users @Recently Joined Users
  5. Falak

    Ghazal Aye mere dil kahin aur chal

    Main sochti hon kya woh zamana hua hoga jub log dil ke sachche, Iradon ke pakke, aur jinke makaan kachchey huwa karte thy..gareebi zaroor huii hogi lekin ek dusrey se purkhuloos muhabbat huii hogi.. logon mein Ikhlaas hua hoga.. sukoon hua hoga.... filmon mein sadgi aur naghmon mein chashni huwa...
  6. Porab Keyana

    Ghazal Jo khiltay thay gulabon ki taraha

  7. Porab Keyana

    Ashaar Dost Dost Nai Dil Ki Dua Hota Hai

    Dost Dost Nai Dil Ki Dua Hota Ha Mahsos Tab Hota Ha Jab Dil Se Joda Hota Ha
  8. Falak

    Nazm Bhulne wale yaad na aa

    Bhulne wale yaad na aa Dekh hame majabur na kar Tujhko kasam dukh dur na kar Hum to jiye bas tere liye Tune kuch aise ranj diye Thes lagi dil tut gaya Hay wafa nakam hui Subah ke badle sham hui Phul khushi ke khil na sake Aankh mili dil mil na sake Dekh liya anjam e wafa Dil se mita...
  9. Falak

    Ashaar Meray dil me dard ke pairr hain

    meray dil me dard ke paerr hain yahan koi khaufe khizan nahi ye darakht kitnay ajeeb hain, sabhi mosomon me haray rahay. @Recently Active Users
  10. Falak

    Ghazal Mere dil ki raakh kured mat ise muskura ke hawa na de

    Mere dil ki raakh kured mat ise muskura ke hawa na de Ye chiragh phir bhi chiragh hai kahi'n tera haath na jala na de Naye daur ke naye khwab hein naye mausam'on ke gulaab Hain Ye mohabbat'on ke chiragh Hain inhe'n nafrat'on ki hawa na de Zara dekh chand ki pattiyon me bikhar bikhar ke tamam...

Latest reviews

  • Saad Sheikh
    Muntaha
    5.00 star(s)
    Muntaha is a beautiful Arabic name suitable for both boys and girls. It carries deep meanings of 'goal', 'aspiration', and 'final destination'...
    • Saad Sheikh
Back
Top