Content tagged with Poetry On Gham

The Landay is a traditional Afghan poetic form consisting of a single couplet. There are nine syllables in the first line, and thirteen syllables in the second. These short poems typically address themes of love, grief, homeland, war, and separation. The poetic form, traditionally sung aloud, was likely brought into Afghanistan by Aryan nomads thousands of years ago. "Landay," in Pashto, means "short, poisonous snake", likely an allusion to its minimal length and use of sarcasm.

View More On Wikipedia.org
  1. ASAD76

    Ghazal Ik Aag Gham e Tanhai Ki

  2. Izhar Baig

    Ghazal Koi Gham, Koi Kijr-e-Aabshaar....!

    Koi gham, Koi Hijr-e-Aabshaar bhi nahi Dil ko magar pehla sa qarar bhi nahi Talaash kar rehzano ke beech gham khawaro ko Tere shehar ke sabhi loag adakaar bhi nahi Haatho se apnay hi ghont dia ghala mohabbat ka Bharay shehar mai hum sa koi Nadaar bhi nahi Badal gya bichar kar, yun khad-o-haal...
  3. ASAD76

    Ghazal Gham kaa na dil men ho guzar vasl kii shab ho yuuN basar

    kaisey chhupaauuN raaz-e-Gham diidaa-e-tar ko kayaa karuuN dil kii tapish ko kayaa karuuN soz-e-jigar ko kayaa karuuN shorish-e-aashiqii kahaaN aur merii saadgii kahaaN husn ko terey kayaa kahuuN apanii nazar ko kayaa kahuuN Gham kaa na dil men ho guzar vasl kii shab ho yuuN basar sab yeh...
  4. ASAD76

    Ghazal Rokataa hai Gham-e-izhaar sey pindaar mujhey

    rokataa hai Gham-e-izhaar sey pindaar mujhey merey ashkon sey chhupaa ley merey ruKhsaar mujhey [izhaar = expression (of); pindaar = pride] [ruKhsaar = cheeks] dekh ay dasht-e-junuuN bhed na khulney paaye DhuuNDney aaye hain ghar kay dar-o-diivaar mujhey [dasht-e-junuuN = jungle of...
  5. ASAD76

    Ghazal Khumaar-e-gham hai, mehakti fiza men jeetey hain

    Khumaar-e-gham hai, mehakti fiza men jeetey hain Terey khayaal ki aab-o-hawa men jeetey hain Barrey itefaaq sey miltey hain milney waaley mujhey Woh merey dost hain, teri wafa men jeetey hain Firaaq-e-yaar men saanson ko rok k rakhtey hain Har ek lamha guzarti qaza men jeetey hain Na...
  6. ASAD76

    Ghazal Wo qissa-e-gham sunata raha... Mera zabt aazmata raha

    Wo qissa-e-gham sunata raha. Mera zabt aazmata raha. Aaj sar-e-bazam wo apney. Dil k daagh dikhata raha. Noha-e-dil-e-barbad koi. Akhir-e-shab ko gaata raha. Kisi k haath men teer they. Koi zakhm sehlata raha. Wo sakuun ka matlashi tha. Aur mujhey dard bhaata raha. Us ki tanhai ka khayal...
  7. Izhar Baig

    Ghazal Chhupaaye Dil Men Ghamon Ka Jahan.....!

    Chhupaaye dil men ghamon kaa jahaan baithe hain tumhaarii bazm men ham bezabaan baithe hain ye aur baat ki manzil pe ham pahunch na sake magar ye kam hai ki raahon ko chhaan baithe hain fugaan hai dard hai soz-o-firaaq-o-daag-e-alam abhii to ghar men bahut meharabaan baithe hain ab aur...
  8. Silla Shah

    Nazm Me ne hr chand gham e Ishq ko khona chaha

  9. ASAD76

    Nazm Ay gham-e-yaar thehar aaj ki shab

    Ay gham-e-yaar thehar aaj ki shab lag chuki teri sayahi dil per aa chuki jo thi tabahi dil per zard hay rang-e-nazar aaj ki shab khaak ka dhair huway khuwaab nagar aaj ki shab ay gham-e-yaar theher aaj ki shab kam-nazar daikh hawa ki aahatt kis ki khusbhu mai basi aati hay kon saa aks hay jis ki...

Latest reviews

  • Saad Sheikh
    Muntaha
    5.00 star(s)
    Muntaha is a beautiful Arabic name suitable for both boys and girls. It carries deep meanings of 'goal', 'aspiration', and 'final destination'...
    • Saad Sheikh
Back
Top