Content tagged with poetry on ghareeb

  1. H@di

    Ashaar Ek Maqtah: Nasih Nay Haar Maan Li

    Asalam o Alikum :)
  2. Asad Rehman

    Ashaar Sehn-E-Ghurbat Men Qaza Dair Say Mat Aya Kar

  3. H

    Ashaar Ghurbat Ka Aalmi Din ...

    Ghurbat ka aalmi din ... Amiri o gharibi ka farq hoga mehdood , iss baat ki zamanat yaqinan quran hai . Ham mana'ain gey ghurbat ka aalmi din , aflaas aur amarat main imtahaan hai .
  4. Asad Rehman

    Ashaar Aaj Hanstay Ik Ghareeb Ko Dekha

    aaj hanstay ik ghareeb ko dekha kitni daulat the us k chehray pay
  5. Asad Rehman

    Ghazal Kabhi Kabhi Jo Wo Ghurbat Kaday Mein Aye Hein By Ehsan Danish

    Ehsaan Danish kabhi kabhi jo wo ghurbat kaday mein aye hein meray bahay hoay anso jabeen pay laey hein na sar guzash safar pooch mukhtasar ye he k apnay naqsh-e-qadam hum ne khud mitae hein nazar na tord saki answon ki chilman ko wo roz agarche meray ainay mein aye hein is ek shamma...
  6. raja b

    Ashaar Bacha Hon Main Ghareeb Ka

    Jidher aati hai neend Waheen So Jata Hon Mian ...... Bacha hon ghareeb ka kisi bat ki Fikr nahi muje
  7. raja b

    Ashaar Hum Ghareeb Achy Hen

  8. raja b

    Nazm Haan, Main Ghareeb Ka Beta Hon

    Haan, Main ghareeb ka beta hon… Zindagi ko sitam main kehta hon. Majbooriyon me bhi khush rehta hon. Chand boondon se pait bhar leta hon. Kyun ke Main ghareeb ka beta hon… Thandi mein thithoor leta hon, Barsaat mein bheeg leta hon, Garmi paaon jalaati hai ……. Toh Pathron pe main so...
  9. Emma Dil

    Inspiring Poetry Utho Meri Duniya Ke Ghareebon Ko Jaga Do

  10. Aakash

    Ghazal Ghurbat Main Daanish Ki Batain Theek Nahi

    Honay Ka Ehsaas Dilana Parhta Hai Apna Rasta Ap Banana Parhta Hai Ghurbat Main Daanish Ki Batain Theek Nahi Khaamoshi Sy Kaam Chalana Parhta Hai Konsa Itna Mushkil Hia Mar Jana Bhi Bus Thora Sa Zehan Banana Parhta Hai Hijr~e~Musalsal Aur Musalsal Hijrat Bhi Roz Mujy Samaan Uthana...

Latest reviews

  • Saad Sheikh
    Muntaha
    5.00 star(s)
    Muntaha is a beautiful Arabic name suitable for both boys and girls. It carries deep meanings of 'goal', 'aspiration', and 'final destination'...
    • Saad Sheikh
Back
Top