Content tagged with Poetry On Hont

No Wikipedia entry exists for this tag
  1. Areeba Zahra

    Ghazal Jalte Honton Pe Tabassum Jo Machalta Hai Kabhi

    Jalte Honton Pe Tabassum Jo Machalta Hai Kabhi Zakhm Dhul Jate Hein Sawan Jo Barasta Hai Kabhi? Main Ne Socho Mein Tarashe Hein Khawab-o-Khayal Tere Mere Barey Mein Bata Tu Ne Bhi Socha Hai Kabhi? Charhte Suraj Se Kabhi Tu Ne Milai Hai Nazar Tu Ne Kirno Ki Taraf Ghor Se Dekha Hai Kabhi...
  2. Asad Rehman

    Ghazal Toot Jaye Na Bharam Hont Hilaon Kesay By Adeem Hashmi

  3. Asad Rehman

    Ghazal Rahon Pay Nazar Rakhna , Honton Pay Dua Rakhna By Qateel Shifae

  4. nizamuddeen

    Ghazal Honton Pe Kabhi Un Kay Mera Naam Hi Aaye

    honTon pe kabhi un kay mera naam hi aaye ayee to sahi, bar sar-e-ilzaam hi aaye hairan hain, lab basta hain, dil geer hain ghunchay khushboo ki zubani tera pegham hi aaye lamhaat-e-musarrat hain tasawur say gurezan yaad aaye hain jab bhi ghum o aalaam hi aaye taro say saja lain gay...
  5. nizamuddeen

    Ghazal Na Sio Hont Na Khawabon Main Sada Do Hum Ko

    na sio honT na khawaboN main sada do hum ko maslehat ka ye taqaza hay, bhula do hum ko jurm-e- suqrat say haT kar na saza do hum ko zehar rakha hay to ye aab-e-baqa do om ko bastiyaN aag main beh jaeN kay pathar barsain hum agar soe howay hain jaga do hum ko hum haqiqat hain to tasleem na...
  6. ali bukhari

    Hai Aap Ke Honton Pe Jo Muskaan Wagera

    Hai Aap Ke Honton Pe Jo Muskaan Wagera Qurbaan Gaye Is Pe Dil-O-Jaan Wagera Billi To Yunhi Muft Main Badnaam Huyi Thailay Mein To Kuch Aur Tha Samaan Wagera Be’hirss O Gharzz Farzz Adaa Ki Jiye Apna Jis Tarah Police Karti Hai Chalaan Wagera Ab Hosh Nahin Koi Ke Badaam Kahan Hai Ab Apni...
  7. amna_mazhar29

    Ghazal Honto Pe Un K Kabhi Mera Naamhi Aaye...!!!

    Honton pe kabhi un ke mera naam hi aaye Aaye to sahi bar-sar-e-ilzam hi aaye Hairan hain labbasta hain, dilgir hain gunche Khushbu ke zubani tera paigam hi aaye Lamhat-e-masarrat hain tasavvur se gurezan Yaad aae hain jab bhi gam-o-alam hi aaye Taron se saja lenge rah-e-shahar-e-tamanna...
  8. Aadil Jahangeer

    Ghazal Jab Kisi Jaam Ko Honton Se Lagaya Main Ne...

    Jab Kisi Jaam Ko Honton Se Lagaya Main Ne. Raqs Karta Huwa Dekha Tera Saaya Main Ne. Mujh se Mat Pooch Mere Mohtasib-e-Sheher Se Pooch. Q Teri Aankh Ko Paimana Banaya Main Ne? Log Kehte Hein Qaseeda Wo Tere Husun Ka Tha. Aam Sa Geet Jo Mehfil Mein Sunaya Main Ne. Maikada Band Tha Lekin...
  9. Aadil Jahangeer

    Ashaar Khushk Honton Se Hua Karti Hain Meethi Batain ‘Mohsin..

    Khushk Honton Se Hua Karti Hain Meethi Batain ‘Mohsin’, Piyaas Bujh Jaye to Lehje Bhi badal jatey Hain ….!
  10. raja b

    Ashaar Mery Honton Py Tera Naam Aya

Latest reviews

  • Saad Sheikh
    Muntaha
    5.00 star(s)
    Muntaha is a beautiful Arabic name suitable for both boys and girls. It carries deep meanings of 'goal', 'aspiration', and 'final destination'...
    • Saad Sheikh
Back
Top