Content tagged with Poetry On Hont

No Wikipedia entry exists for this tag
  1. ASAD76

    Ghazal Wo Jis K Hont Par Har Dum Sajii Muskaan Rehti Thi

    Nigaah E Shoq Sey Hum Ney Tumhien Eik Baar Dekha Tha Koii Jazba Tha Pehli Baar Jisey Be-Daar Dekha Tha Barra Sasta Zamana Hai Yhahan Ab Log Biktey Hain Tera Soda Bhi Hum Ney Kal Sar-E-Bazaar Dekha Tha Wo Jis K Hont Par Har Dum Sajii Muskaan Rehti Thi Na Jaaney Kyon Usey Main Ney Barra Bezaar...
  2. Silla Shah

    Ghazal Hontun pe kabhi un kay mera naam hi aaye..classic

  3. K

    Ghazal Us Ke Honton Ka Tabbasum Rahe Qayam Ya Rab

    Us Ke Honton Ka Tabbasum Rahe Qayam Ya Rab Us Ke Jeevan Main Khushiyon Ka Basera Kar de Tu Meri Karb Ki Raaton Ko Bhale Khatam Na Kar Us Ki Har Sham Ke Aakh?r Main Sawera Kar de Us Ke Dil Ke Kisi Konay Main Jaga De Mujh ko Us Ki Ankhon Ko Mere Sapnon Se ghera Kar de Yeh Mere Dil Ki Dua Hai...
  4. D

    Ghazal Jagti Rat K Honton Pe Fsaney Jaise

    Jagti rat k honton pe fsaney jaise Ik pal mein simat aye hon zamane jaise Aqal kehti hai bhula do jo nahi mil paya Dil wo pagal k koi bat na maney jaise Rastey mein wohi manzer hain puraney ab tk Bus kami hai to nahi log puraney jaise aiena dekh k ehsas yehi hota hai Le gya wqt ho umron k...

Latest reviews

  • Saad Sheikh
    Muntaha
    5.00 star(s)
    Muntaha is a beautiful Arabic name suitable for both boys and girls. It carries deep meanings of 'goal', 'aspiration', and 'final destination'...
    • Saad Sheikh
Back
Top