Content tagged with poetry on jhoot

  1. Silla Shah

    Ghazal Uska Har Ik Sach Magar Jhoote Nagar Tak Le Gaya.

    Zalimon Ki Dheel Ka Manzar Nazar Tak Le Gaya Hum Ghareebon Ki Duwaon Ka Asar Tak Le Gaya Unche Mahalon Ke Tale Hai Muflison Ki Bheed Kyon Kaun Sa Jazba Unhe In Ahle Nazar Tak Le Gaya Zinda Bachche Jalte Dekhe Aik Budhe Baap Ne Kis Qadar Jaan Sauz Manzar Tha Nazar Tak Le Gaya Khushnaseebi...
  2. ASAD76

    Ghazal Sub kitabain jhoOti niklien dastan-e-wafa ki

    Sub kitabain jhoOti niklien dastan-e-wafa ki Sub ghazlain bAY-maani niklien unwaan-e-wafa ki Kaisa iztirab machal raha hai kisi kahna-e-dil mein YeH kis ka payaam laayi hain hawayen ehad-e-wafa ki Kahan sey milta hai sira barson ki uljhanon ka Shayed keh kuch karishma kar jayen zulfain ba-wafa...
  3. Silent Voice

    Nazm Sach aur jhoot

    " Mujhey Logoun key dermii'yaan khamosh rehna aacha lagta hai kiuyn keh yeh such nahinn sun sakty aur main jhoot nahin bol sakti" (Parveen Shakir)
  4. D

    Ashaar Shairi Jhoot Sahi, Ishq Fasana Hi Sahi

  5. Akaash

    Nazm Mohabbat Jhoot lagti hai Mujhe

    Mohabbat jhoot lagti hai mujhe, Aik khokhla jazba, Jise izhar ki her waqt khwahish ho, Kahe jaane ki, Sunane ki, Jise her pal zaroorat ho, "Mujhe tum se mohabbat hai"... Na jaane roz kitne log, Is jumle ko sunne k liye bedaar hote hain, Ye aisa jhoot hai jis ka saher, Sadiyon se taari...
  6. K

    Nazm Mohabbat Jhoot Lagti Hai Mujhe,

    Mohabbat jhoot lagti hai mujhe, Aik khokhla jazba, Jise izhar ki her waqt khwahish ho, Kahe jaane ki, Sunane ki, Jise her pal zaroorat ho, "Mujhe tum se mohabbat hai"... Na jaane roz kitne log, Is jumle ko sunne k liye bedaar hote hain, Ye aisa jhoot hai jis ka saher, Sadiyon se taari hai...
  7. Heer

    Nazm Ab Is Main Jhoot Shaamil Hai

    Ab is main jhoot shaamil hai Mohabbat mut kaho is ko Imaarut dil ki girnay do Taaluq toot jaaney do Keh jo deewaar apney boojh se girney pe aa jaey Diiey ki lau se is deewaar ko phir thaamna kaisa Hawa ka saamna kaisa Buhat kumzoor sa such hai Isey ub bujh hi jaaney do Mohabbat mut kaho is ko...
  8. rubPzai

    Ghazal Mousam E Karb E Intizaar Bhi Jhoot

    Mousam e karb e intizaar bhi jhoot Dil na maney tu wasl e yaar bhi jhoot Aye mout teri talab bhi laghzish e lab Aye zindagi tera aitbaar bhi jhoot Wussat e dastaan e shouq ghalat Koshish e harf e ikhtisaar bhi jhoot Sirf Uska safar hay sach Mohsin Meri raah mera ghubaar bhi jhoot

Latest reviews

  • Saad Sheikh
    Muntaha
    5.00 star(s)
    Muntaha is a beautiful Arabic name suitable for both boys and girls. It carries deep meanings of 'goal', 'aspiration', and 'final destination'...
    • Saad Sheikh
Back
Top