Content tagged with Poetry On Khawab

No Wikipedia entry exists for this tag
  1. Noor Jahan

    Sad Poetry Aankhon Mein Koi Khawab Utarne Nahi Deta

    Aankhon Mein Koi Khawab Utarne Nahi Deta Ye Dil K Mujhe Chain Se Marne Nahi Deta Bicharay Tou Ajab Pyaar Jatata Hai Khaton Mein Mil Jaye Tou Phir Had Se Guzarne Nahi Deta Wo Shaks Khizan Rut Mein Bhi Mohtaat Rahay Kitna Sokhay Hoye Phoolon Ko Bikharne Nahi Deta Ik Roz Teri Pyaas Khariday Ga...
  2. Sadaf Khan

    Ghazal Ay Aankh Ab To Khwab Ki Dunya Se Loat Aa..

    @Sara Raees @kuku20 @aadil jahangeer @Asad Rehman @Fanii @Qazi Shoaib Rehman @ali bukhari @Taskeen @Neha @amna_mazhar29 @Masoom Dil @kashif faraz @Noaman @Eshaal'z @Ana Zai @Wanderer @Blue Moon @Aaqib @Aakash @Araiz @I-sha
  3. Sadaf Khan

    Nazm Khawab Toot Jate Hain..

    Khawab toot jate hain bheer main zmanae ki haath choot jate hain drust dar lehjon main salwatain si parti hain ik zra si ranjish se shak ki zard tehni per phool budgumani k is trah se khilte hain k zindagi se pyare bhi ajnabi se lagte hain, gair bun ker milte hain umar bhar ki chahate ko asra...
  4. Sadaf Khan

    Ghazal Aankhon Say Meri, Kon Mere Khuwab Lay Gaya

  5. Aaqib

    Ghazal Ab Muyassar Hamein Woh Khwaab Kahan Aate Hain,

    Tu bata a dil-e- betaab, kahan aate hain, Humko khush rehne ke aadaab kahan aate hain, Main to yakmusht usse saunp doon sab-kuch lekin, Ek muthi mein mere khwaab kahan aate hain, Muddaton baad tujhe dekh ke dil bhar aaya, Warna sehraon mein selaab kahan aate hain, Meri bedaar nigahon mein...
  6. kuku20

    Ghazal Khuwab Hee Sary Toot Gaye

    Kuch khud bhi bht thay Afsurda say Kuch log bhi hum sa Rooth gaye Kuch khud hee Zakham k Aadi thy Kuch sheeshy Hath sa Toot gaye Kuch khud bhi thy Hasaas bohat Kuch apny Muqadar rooth gaye Kuch aap ko sach sa Nafrat the Kuch hum sa na bolay Jhoot gaye Kuch khud bhi Itnay Mohtaat na thay Kuch...
  7. Aadil Jahangeer

    Ghazal Kahan Kahan Se Samaitoon Shikasta Khwaabon Ko..

    Kahan kahan se samaitoon shikasta khwaabon ko K zabt-e-gham ka saleeqa nahin hai Aankhon ko ajab bahar-e-khizaan hai chaman main ab ki bar hawa urraati phiri mere khushk patton ko safar abhi to zara sa kiya hai tere baghair abhi to rona buhat hai udaas aankhon ko abhi to umr ka ye dasht...
  8. Asad Rehman

    Nazm Chaloo Khuwabon Ki Mitti Mein

    chalo khuwaboon ki mitti mein haqiqat ko milain hum chalo qabrein banain hum chaloo namkeen ashkoon say bnain iter hasrat ka chalo ab turbat e ehsaas par chirkein laho apna chalo chadarr charhaein hum mazar .e. spzat pr apni firaq e yaar say mehki hue kuch pattiyan laao chalo shammaein...
  9. Aadil Jahangeer

    Ghazal Tamam Khwab K Manzar Bhula Diye...?

    Pocha Tamam Khwab K Manzar Bhula Diye? Aaya Jawab Qaid se Panchi Uraa Diye Pocha Kabhi Kabhar K Milne Se B Gye? Main Ne Kaha Jahaan Ne Pehre Bitha Diye Pocha Zamany Bhar se Raah-o-Rasm ka Sabab? Main Ne Kaha Janab Ne Pehre Utha Diye Pocha Wo Sahilon Ki Kahani Ka Kya Bana? Batlaya Saary Naqsh...
  10. Asad Rehman

    Ashaar Ek Tu Khuwab Liye Phirtay Ho Galiyon Galiyon

    ek tu khuwab liye phirtay ho galiyon galiyon us pay takrar bhi kertay ho kharedar k sath

Latest reviews

  • Saad Sheikh
    Muntaha
    5.00 star(s)
    Muntaha is a beautiful Arabic name suitable for both boys and girls. It carries deep meanings of 'goal', 'aspiration', and 'final destination'...
    • Saad Sheikh
Back
Top