Content tagged with Poetry On Khayal

Literature of Kashmir has a long history, the oldest texts having been composed in the Sanskrit language. Early names include Patanjali, the author of the Mahābhāṣya commentary on Pāṇini's grammar, suggested by some to have been the same to write the Hindu treatise known as the Yogasutra, and Dridhbala, who revised the Charaka Samhita of Ayurveda.
In medieval times, philosophers of Kashmir Shaivism include Vasugupta (c. 800), Utpala (c. 925), Abhinavagupta, Kshemaraja, and Anandavardhana. If we talk about contemporary poetry of Kashmir there are many poets, which include Asif Tariq Bhat, Tashi Shah, Akeel Mohiuddin Bhat, and Zeeshan Jaipuri.

View More On Wikipedia.org
  1. Amina chattha

    Nazm Maa Ka Khayal Rakhna!

  2. Muniza awan

    Ghazal Meri MuhabàT Kà KhayàL RàKhnaa ....

  3. Muniza awan

    Ashaar Wo Khayal Q Teray Hain....

  4. Amina chattha

    Ghazal Jo Khayal They Na Qyaas They Wohi Log Hum Sey Bichar Gye

    Jo Khayal They Na Qyaas They Wohi Log Hum Sey Bichar Gye Meri Zindagi Ki Jo Aas They Wohi Log Hum Sey Bichar Gye Jinhein Manta Hi Nahi Yeh Dil Wohi Log Hein Merey Humsafar Mujhey Har Trha Sey Jo Raas They Wohi Log Hum Sey Bichar Gye Mujhey Lamha Bhar Ki Rafakton K Azaaab Ore Staein Gey Meri...
  5. Tariq Aziz

    Ghazal Wo Shakhs Khayalo'N Sy Uthar Q Nahi Jata

    Assalam-o-Alaikom Tariq Aziz Khan
  6. enter10

    Ghazal Jab Koe Baat Kerta Hon Tera Khayal Aata Hay

    jab koe baat kerta hon tera khayal aata hay jab kuchh sochnay lagta hon tera khayal aata hay meri aankhon meri nazar main tum aisay samaai ho jab kuch dekhnay lagta hon tera khayal aata hay koe bhi kaam mujh se abb tu kia nahi jaata jaabb kuchh kernay lagta hon tera khayal aata hay main saari...
  7. N

    Ashaar Tera Khayal..

    Tere khayaal mein jab be-khayaal hota hoon.. Zara si dair hi sahi be-misaal hota hoon..!!
  8. N

    Ashaar Isi Khayal Se Guzri

    Issi khayaal se guzri hai shaam-e-dard aksar.. Ke dard hadh se jo guzre ga muskuraa doon ga..!!
  9. nizamuddeen

    Ghazal Kabhi Kabhi Meray Dil Main Khayal Aata Hay

    kabhi kabhi meray dil main ye khayal aata hay kay zindagi teri zulfooN ki narm chaooN main guzarnay paati to shadab ho bhi sakti thi ye teri jo meri zeest ka muqaddar hay teri nazar ki shoaooN main kho bhi sakti thi ajab na tha kay main begana-e-alam reh kar teray jamal ki raanaiyooN...
  10. nizamuddeen

    Ghazal Tum Ko Dekha To Ye Khayal Aaya

    tum ko dekha to ye khayal aaya zindagi dhoop tum ghana saya aaj phir dil nay ek tamanna ki aaj phir dil ko hum nay samjhaya tum chalay jao gay to sochain gay hum nay kia khoya hum nay kia paya hum jisay gunguna nahi saktay waqt nay esa geet keo gaya (javed akhtar)

Latest reviews

  • Saad Sheikh
    Muntaha
    5.00 star(s)
    Muntaha is a beautiful Arabic name suitable for both boys and girls. It carries deep meanings of 'goal', 'aspiration', and 'final destination'...
    • Saad Sheikh
Back
Top