Content tagged with Poetry On Mausam

No Wikipedia entry exists for this tag
  1. Aadil Jahangeer

    Ashaar In Sard Raaton Ke Mausam Mein

    In sard raaton ke mausam mein... Ye kaun dewana jagta hai..?
  2. M Shah

    Ghazal Ashaar Ye Mausam Ye Bahar Phir Aaye Na Aaye

    Ye mausam ye bahar phir aaye na aaye, Pyey jaaaon khumar phir aaye naa aaye! Dibo hi kyun na doon mein kashti apni, Ye toofan baar baar aaye naa aay! Gulon ke dekh le ji bhar ke bulbul, Chaman mein phir bahaar aaye na aaye! Mein apne zabt ka waada tou kar lun Par dil hai, qaraar aaye naa aaye!!
  3. Hareem

    Nazm Mausam Nahi Badaltay By Amjad Meer Khan

  4. alifarhan

    Nazm Khauf K Mausam Mai By Iftikhar Arif

  5. Asad Rehman

    Ashaar Kisi Bhi Rut Mein Kuraidoo, Koi Bhi Mausam Ho

    kisi bhi rut mein kuraidoo, koi bhi mausam ho diloon k zakhm hamesha haray nikaltay hein
  6. inaya

    Ghazal Titlion K Mosam Me Nochna Gulabon Ka,reet Is Nagar Ki He,or Jany Kb Se He.

    Titlion k Mosam me Nochna Gulabon ka, Reet is Nagar ki he, Or jany kb se he. Dekh kr Prindon ko, Bandhna Nishanon ka, Reet is Nagar ki he, Or jany kb se hy. Shehar k ye Bashindy, Nfraton ko Bo kr b, Intizar krty hn,fasl ho Muhabat ki, Bhool kr Haqeeqt ko, Dhoondna Srabon ka, Reet is Nagar ki...
  7. Zoufishan

    Ashaar Barishon k Mausam main

  8. Asad Rehman

    Ashaar Usay Kehna Sada Mausam Baharon K Nahi Rehtay

    usay kehna sada mausam baharon k nahi rehtay sabhi pattay bikhartay hein hawa jab raqs krti he
  9. Asad Rehman

    Nazm Pachtawoon Ka Mausam By Irfan Siddique

    tumhein men ne kaha bhi tha k itni door mat jao jahan jatay ababeelon k par jharnay lagein khushbo urday tu raston ki dhool ho jae kabootar , vasl ka pegham denay ko urdhein aur door jati kashtion k badbaaN un k paron ko noch lein mein ne kaha bhi tha k itni door mat jao agar jana...
  10. alifarhan

    Sad Poetry Kaisay Aaye Ga Tere Khad-o-khaal Ka Mausam

    Kaisay Aaye Ga Tere Khad-o-Khaal Ka Mausam ? Qismaton Mein Jab Likha Hai Zawaal Ka Mausam Kis Ne Khail Khaila Hai Kis Ne Hijr Jhaila Hai Ab Guzar Gaya Jaanan Is Sawaal Ka Mausam Kis Tarah Se Mumkin Tha Ik Shaakh Per Khiltay Mein Ke Hijr Ka Lamha, TU Visaal Ka Mausam Dil Ke Ab Tou Sehra Hai...

Latest reviews

  • Saad Sheikh
    Muntaha
    5.00 star(s)
    Muntaha is a beautiful Arabic name suitable for both boys and girls. It carries deep meanings of 'goal', 'aspiration', and 'final destination'...
    • Saad Sheikh
Back
Top