Content tagged with Poetry On Mausam

No Wikipedia entry exists for this tag
  1. alifarhan

    Sad Poetry Kaisay Aaye Ga Tere Khad-o-khaal Ka Mausam By Noshi Gilani

    Kaisay Aaye Ga Tere Khad-o-Khaal Ka Mausam ? Qismaton Mein Jab Likha Hai Zawaal Ka Mausam Kis Ne Khail Khaila Hai Kis Ne Hijr Jhaila Hai Ab Guzar Gaya Jaanan Is Sawaal Ka Mausam Kis Tarah Se Mumkin Tha Ik Shaakh Per Khiltay Mein Ke Hijr Ka Lamha, TU Visaal Ka Mausam Dil Ke Ab Tou Sehra Hai...
  2. Sajjal

    Sad Poetry Kayi rog day gai hai naye mousamon ki Barish

  3. Asad Rehman

    Nazm Mausam Us Din Kion Roya Tha By Atif Saeed

    Bichartay waqat ek khial aj bhi wesa he mausam he aj bhi wesay he badal hein aj bhi wesi barish he jab hum pehli bar milay thay yad he hum ne socha tha hum ko miltay dekh k mausam itna khush he, itna khush k us ki ankhein bheeg gae hein aj magar hum jaan gaye hein mausam us din kion...
  4. Asad Rehman

    Nazm Koi mausam tu esa ho

    koi mausam tu esa ho k jab bichray howon ke yaad k jugnoo chamak khoo dein kisi k hijer mein ronay say pehlay he meri ankhein - kabhi so dein ! koi mausam tu esa ho k jab sab phool ulfat k kisi an mit muhabbat k meray dill mein khilein par in mein wo khushbo na ho baqi "wo khushbo ...
  5. Asad Rehman

    Ghazal Titlion kay mausam mein , nochna gulabon ga ka----Marghoob Hussain Tahir

    titlion kay mausam mein , nochna gulabon ga ka , reet is nagar ki hay aur janay kab say he dekh kar paridon ko bandhna nishanooN ka , reet is nagar ki hay aur janay kab say he tum abhi naye ho naA! is liye pareshaN ho , aasman ki janib iss tarha say mat dekho aftein jab aani hon , tootna...
  6. Blue Moon

    Ghazal Tumhare shehar ka mausam

  7. Wanderer

    Ghazal Mausam e Gul hai Tumharey baam per aaney ka naam! - Faiz!

  8. danger eye

    December Poetry Mohabbat karnay walon ka Mausam by Parveen Shakir

    Wo kehti hai,,, December he faqat chahat ka mausam hai Mai kehta hoon... Mohabbat ka koi mausam nahi hota Kabhi barish ki boondon ko zara tum ghor se dekho Tumhara chilchilati dhoop mein bhi chhatt pe aa jana Meray humdum............ yeh bhi tou Mohabbat ki nishani hai Tou goya jaan lo janaan'...
  9. Emma Dil

    Ghazal Ajeeb Tarz k Mausam

    Ajeeb Tarz k Mausam Chaman ki Hadd mein rahey, Jo Pur-Bahaar thay Chehrey Khizaa’n ki Zadd mein rahey. . Hawaa ki tarah Zamee’n pe chalo zaroor mager, Azeem Shakhs wohi hai jo apney Qadd mein rahey. . Jo Pur-Khuloos thay un ko na mil saki Manzil, Wafaa Farosh k Qissey Wafaa ki Madd mein rahey. ...
  10. ASAD76

    Ghazal Qareeb aaney laga dooriyon ka mausam phir

    سکوں بھی خواب ہُوا، نیند بھی ہے کم کم پھر قریب آنے لگا دُوریوں کا موسم پھر بنارہی ہے تری یاد مُجھ کو سلکِ کُہر پروگئی مری پلکوں میں آج شبنم پھر وہ نرم لہجے میں کُچھ کہہ رہا ہے پھر مُجھ سے چھڑا ہے پیار کے کومل سُروں میں مدھم پھر تجھے مناؤں کہ اپنی انا کی بات سُنوں اُلجھ رہا ہے مرے فیصلوں...
Back
Top