Content tagged with poetry on muafi

  1. Asad Rehman

    Ghazal Ab k mera dhuwaN alag he kuch By charagh brailvi

    یوں بھی میرا بیاں الگ ہے کچھ کیوں کہ میری زباں الگ ہے کچھ آخری بار جل رہا ہوں کیا اب کے میرا دھواں الگ ہے کچھ صرف شکلیں ہی ہیں الگ ورنہ تجھ میں مجھ میں کہاں الگ ہے کچھ جا کہ تجھ کو معاف کرتے ہیں رنج دنیا یہاں الگ ہے کچھ کھولنی ہے زباں قلم کی آج دل میں اٹھتی فغاں الگ ہے کچھ ہم ہیں منکر تو...
  2. raja b

    Ashaar Ja Muhabbat Tujhy Muaf Kiya

  3. Aadil Jahangeer

    Nazm Agar Muhabbat Yehi Hai Jana , To Maaf Karna Mujhay Nahi

    Libaas tan se utaar dena Ksi ko banhon k haar dena Phr us k Jazbon ko maar dena "Agr mohabbat yehi hai Jana to maaf krna mujhe nahi hai" Gunah krny ka soch lena Haseen pariyaan daboch lena Phr uski ankhain hi nooch lena "Agr mohabbat yehi hy Jana to maaf krna mujhe nahi hai" Ksi ko lafzon k...
  4. komal kaju

    Ashaar Dar E Maafi

    Dar e maafi k ain uper ik jumla likha hua hai Main tere liye khula hun jb tk jism rooh se mila hua hai
  5. Hafsa

    Ashaar Maaf kar dena

    Precious_Emma, Wanderer, Hareem-e-Dil-o-jaan, Innocent bachi
  6. raja b

    Nazm Mujhe maaf kar

    Mujhe maaf kar maire humsafar tuhje chahna meri bhool thy, kisi raah per jo uthy nazar tujhe dekhna meri bhool thy koy nazam ho ya koy ghazal kahen raat ho ya kahen sehar wo gali gali wo shehar shehar tujhe dhondna meri bhool thy meray gham ki koy dawa nhi mujhe tujhsa koy mila nhi mera koy...
  7. Silla Shah

    Nazm To Maaf Karna, Mujhe Nahi'n Hy..

    Gunaa'h Krne, Ka Soch Lena. Haseen Pariya'n, Daboch Lena. Phir Uski Aankhe'n, Hi Noch Lena. Ager Muhabbat, Yehi Hy Jaana..! To Maaf Karna, Mujhe Nahi'n Hy.. Libaas Tan Se, Utaar Dena. Kisi Ko Baa'nho'n, K Haar Dena. Phir Uske Jazbo'n, Ko Maar Dena, Ager Muhabbat, Yehi Hy Jaana..! To Maaf...
Back
Top