Content tagged with Poetry On Sach

This article gives a chronological list of years in poetry (descending order). These pages supplement the List of years in literature pages with a focus on events in the history of poetry.

View More On Wikipedia.org
  1. M

    Ashaar Hamare sach ki gavahi pe...

  2. Hamid Raza Khan 2

    Ashaar Sach hai kya ...

    sach hai kya ... mazmoom har saudageri khail ba'ain hath ka , ghup andhaira har taraf koee dia jalta nahin . daur main aaj ke dhoka dehi thairi hai fan , sach hai kya jhoot kya kutch pata chalta nahin .
  3. raja b

    Ashaar Pyar ki kahani main sach agar milay ..

  4. Silent Voice

    Shairii Sach Bolti Hy

    Siyah Raat Main Jaltay Haen, Jugnou'on Kee Terha, Dilo'un K Zakhm Bhi Mohsin Kamal Hotay Haen ....!!
  5. sTRanGEr

    Yeh Baat Sach Hai Mera Baap Kam Na Tha Maan Se.. by Tahir Shaheer

    Azeez-tar Woh Mujhe Rakhta Tha Rag-e-Jaan Se, Yeh Baat Sach Hai Mera Baap Kam Na Tha Maan Se, Woh Maan Ke Kehne Pe Kuch Raub Mujhpe Rakhta Tha, Yehi Wajah Thi Mujhe Choomtey Jhijhakta Tha, Woh Ashnaa Mere Har Karb Se Raha Har Dum, Jo Khul Ke Ro Nahin Paya Magar Sisakta Tha, Jurri Thi Uski...
  6. Muntsha Khan

    Ashaar Aj ki sachaye.....!!!

    Jin ke angan mein Ameeri ka shajar lagta hai, Un ka her aaib bhi zamany ko hunar lagta hai…
  7. Silla Shah

    Ghazal Uska Har Ik Sach Magar Jhoote Nagar Tak Le Gaya.

    Zalimon Ki Dheel Ka Manzar Nazar Tak Le Gaya Hum Ghareebon Ki Duwaon Ka Asar Tak Le Gaya Unche Mahalon Ke Tale Hai Muflison Ki Bheed Kyon Kaun Sa Jazba Unhe In Ahle Nazar Tak Le Gaya Zinda Bachche Jalte Dekhe Aik Budhe Baap Ne Kis Qadar Jaan Sauz Manzar Tha Nazar Tak Le Gaya Khushnaseebi...
  8. A

    Haan yeh sach hai tum sey muhabbat hai

    haan yeh sach hai tum sey muhabbat hai yeh bhi sach hai tumharii chaht hai per merii zindagii mein chahtoun kii kamii tou nahin rishtey aur bhi hein sirf aik tumhii tou nahin apni zaat key iss pehluu sey aaj mill'waaoun tumhein main kia hoon kaisey hoon zara bata'toun tumhein main merii maa kii...
  9. Silent Voice

    Nazm Sach aur jhoot

    " Mujhey Logoun key dermii'yaan khamosh rehna aacha lagta hai kiuyn keh yeh such nahinn sun sakty aur main jhoot nahin bol sakti" (Parveen Shakir)
  10. D

    Ghazal Pehle Sachai Mujhe Apni Qasam Deti Hai

    Pehle sachai mujhe apni qasam deti hai phir merey hath mai likhne ko qalam deti hai hosla iss liye ham se nahi hara jata zindagi da'o lagane ko raqam deti hai saye jismo'n ko barha karte hain deewaro'n par Roshni bhi to andhero'n ko janam deti hai iss mohabbat se kutch ummid na rakhna logo ye...

Latest reviews

  • Saad Sheikh
    Muntaha
    5.00 star(s)
    Muntaha is a beautiful Arabic name suitable for both boys and girls. It carries deep meanings of 'goal', 'aspiration', and 'final destination'...
    • Saad Sheikh
Back
Top