Content tagged with Poetry On Shab E Hijr

No Wikipedia entry exists for this tag
  1. Murtaza

    Ghazal Teri Hijraton ka Malaal tha MAGR AB NHI

    Teri Hijraton ka Malaal tha MAGR AB NHI "Mujhay Sirf Tera Khayal THA Magr ab nhi "Teri Be'misaal Muhabbton k Nisaab mein "Tu Zamanay bhar mein Misaal THA Magr ab nhi "Jissay Tu ne Dard Ataa kia Wohi Aadmi "Teri Qurbaton mein Nehaal THA Magr ab nhi "Main Teri Talash mein Reza Reza Bikhhar...
  2. Murtaza

    Ghazal Sham e hijr ki rahi wehshat mery peechy

    Sham e hijr ki rahi wehshat mery peechy Saaey ki terha jesy ho hasrat mery peechy Maekhany main ab beth k peeny main maza kia? Ghar laot k jany ki h moseebat mery peechy Tiflan e shahar ko nahi maloom junoN ka Sung hathon mn un k rhy shohrat mery peechy Tha be rukhi ki bheer main aesa...
  3. Murtaza

    Nazm Wo jo hijratoN ki tamaazatoN meiN sukooN nawaaz shajr tha

    Wo jo hijratoN ki tamaazatoN meiN sukooN nawaaz shajr tha Usi saaya daar shajr pe aaj, naigaah-e-barq o sharar hui Wo Gham-e-jahaaN k hujoom meiN, jo milay to aisey bichha.D gayey Na suraaGh un ka mujhay mila, na unhi ko mairi Khabar hui Shab-e-deed kya shab-e-maah thi, shab-e-hijr kya...
  4. Murtaza

    Ghazal Hijar Ki Bad'ua Na ho Jana

    Hijr Ki Bad-dua Na Ho Jana...!! Dekh Lena... Saza Na Ho Jana...!! Morr Toa Be-Shumar Aayein Gay..!! Thak na Jana, Juda Na Ho Jana..!! Ishq Ki Inteha Nahi Hoti..!! Ishq Ki Inteha Na Ho Jana..!! Akhir Shab Udaas Chand K Saath..!! Eik Bujh'ta Diyaa Na Ho Jana..!! Be-Iraada Safar Par Niklay...
  5. raja b

    Ashaar Ajeeb hijar prast

    Ajeeb hijar prasti thi us ki fitrat me, Shajar k tooty patty talash krta tha.. Tmam rat wo pardy hata k chand k sath, Jo kho gay thy wo lamhy talash krta tha.. Duaen krta tha ujry huy mazaron pr, Bary ajeeb sahary tlash krta tha.. Mjhy to aj btaya hy baadlon ne "wasi," Wo lot any k rasty tlash...
  6. Heer

    Ghazal Tumhare Hijr Ne Khola Dar e Shanasaayi

    Gulaab Dil Mein To Aankhon Mein Roshni Thi Bohat Mein Uss Ko Chaand Ki Saa'at Mein Dekhti Thi Bohat Tumhari Chashm e Tamanna Mein Hi Gulaal Na Tha K Meire Khawabon Ki Rangat Bhi Champa'i Thi Bohat So Dil Ne thak K Abhi Se Parrao Daal Dia K Tera Saath Na Tha Aur Zindagi Thi Bohat...
  7. N

    Sad Poetry Hijr kii shab hai aur ujaalaa hai ...

    hijr kii shab hai aur ujaalaa hai kyaa tasavvur bhii luTane vaalaa hai Gam to hai ain zindagii lekin Gam_gusaaro.n ne maar Daalaa hai ishq majabuur-o-naamuraad sahii phir bhii zaalim kaa bol_baalaa hai dekh kar barq kii pareshaanii aashiyaa.n Khud hii phuu.Nk Daalaa hai kitane ashko.n ko...
  8. N

    Love Poetry Hijr ki shab ka kisi ism se katna Mushkil - Parveen Shakir

  9. Heer

    History Of Islam [part 2] Hijarah

    History of islam [part 2] hijarah After Muhammad had preached publicly for more than a decade, the opposition to him reached such a high pitch that, fearful for their safety, he sent some of his adherents to Ethiopia. There, the Christian ruler extended protection to them, the memory of which...
  10. Akaash

    Ghazal Hijr K Mosam Main Ye Barish Ka Barsna Kaisa

    hijr k mousam me yeh barish ka barasna kaisa ! ek sehra ka samander se guzarna kaisa? aae mere dil na pareshan ho tanha ho kar! woh tere saath chala kub tha .....bicharna kaisa? loog kehte hain gulshan ki tabahi dekho! me tou weeraaan sa jungle tha ujarna kaisa? daikhne me tou koi...

Latest reviews

  • Saad Sheikh
    Muntaha
    5.00 star(s)
    Muntaha is a beautiful Arabic name suitable for both boys and girls. It carries deep meanings of 'goal', 'aspiration', and 'final destination'...
    • Saad Sheikh
Back
Top