Content tagged with Poetry On Tanhai

No Wikipedia entry exists for this tag
  1. Falak

    Ghazal Ana Peh Ch'oat Parey Bhi Toa Kaun Dekhta Hay..??

    Ana Peh Ch'oat Parey Bhi Toa Kaun Dekhta Hay..?? Duwaan Sa Dil Say Uthey Bhi Toa Kaun Dekhta Hay..?? Meray Leye Kabi Matti Pay Sardion Ki Hawa..!! Tumhara Naam Likhay Bhi Toa Kaun Dekhta Hay..?? Ujaar Ghar Kay Kisi Be-sad'aa Darechay Mein..!! Koi Chiragh Jalay Bhi Toa Kaun Dekhta Hay...
  2. Falak

    Ghazal koi sachche KHwab dikhata hai par jaane kaun dikhata hai

    koi sachche KHwab dikhata hai par jaane kaun dikhata hai mujhe sari raat jagata hai par jaane kaun jagata hai koi dariya hai jis ki lahren mujhe khinch rahi hain aur koi meri jaanib hath baDhata hai par jaane kaun baDhata hai kabhi ja-e-namaz ki banhon mein kabhi hamd durud ki chhanw mein...
  3. Falak

    Ghazal Koi Naee choutt phir se khao! Udas logo

    کوئی نئی چوٹ پِھر سے کھاؤ! اداس لوگو کہا تھا کِس نے، کہ مسکراؤ! اُداس لوگو گُزر رہی ہیں گلی سے، پھر ماتمی ہوائیں کِواڑ کھولو ، دئیے بُجھاؤ! اُداس لوگو جو رات مقتل میں بال کھولے اُتر رہی تھی وہ رات کیسی رہی ، سناؤ! اُداس لوگو کہاں تلک، بام و در چراغاں کیے رکھو گے بِچھڑنے والوں کو، بھول جاؤ...
  4. Asad Rehman

    Ghazal Dard hotay hen kae Dil mein chpanay k liye By Adeem Hashmi

    درد ہوتے ہیں کئی دل میں چھپانے کے لیے سب کے سب آنسو نہیں ہوتے بہانے کے لیے عمر تنہا کاٹ دی وعدہ نبھانے کے لیے عہد باندھا تھا کسی نے آزمانے کے لیے یہ قفس ہے گھر کی زیبائش بڑھانے کے لیے یہ پرندے تو نہیں ہیں آشیانے کے لیے کچھ دیے دیوار پر رکھنے ہیں وقت انتظار کچھ دیے لایا ہوں پلکوں پر...
  5. Anna Malik

    Ghazal Suno jub tum nahi the na

  6. Sibgha Ahmad

    Life Poetry Waqt k shikanjon ny....

    Waqt K Shikanjon Ne..! Khwahishon K Phoolon Ko..! Noch, Noch Tora Hy..! Kiya Ye Zulm Thora Hy..? Dard K Jazeeron Ne..! Aarzu K Jeevan Ko..! Maqbaron Mein Dala Hy..! Zulmaton K Deray Hain..! Log Sb Lutery Hain..! Moat Rooth Bethi Hy..! Zaat Reza, Reza Hy..! Taar, Taar Daman Hy..! Dard, Dard...
  7. Asad Rehman

    Ghazal Phir jo tanhae mein roay hein tu jal thal hoay hum By Ahmad Faraz

  8. Falak

    Ghazal Na tum aaye na neend aayi Tumhari yaad hi aayi

    Na tum aaye na neend aayi Tumhari yaad hi aayi Kisi pathar se takra kar Meri fariyad hi aayi Teri aawaz mahfil se Na kuch bhi pa sake hum to Meri kismat gayi barbad Aur barbad hi aayi Liye bulbul do tinke Ke sara aasma chaunka Bahar aayi bhi to dil mein Liye fariyad hi aayi @Recently Active...
  9. sahrish khan

    Ghazal Yeh Kasak Dil ki Dil mein chubhi rah gayi

    یہ کسک دل کی دل میں چبھی رہ گئی زندگی میں تمہاری کمی رہ گئی Yeh Kasak Dil ki Dil mein chubhi rah gayi Zindagi mein Tumhari kami rah gayi ایک میں ایک تم ایک دیوار تھی زندگی آدھی آدھی بٹی رہ گئی Ek main , Ek Tum , Ek Diwakar thi Zindagi Aadhi , Aadhi bati rah gayi رات کی بھیگی بھیگی چھتوں کی...
  10. Falak

    Nazm Suna hoga yeh tum ne bhi

    @Recently Active Users

Latest reviews

  • Saad Sheikh
    Muntaha
    5.00 star(s)
    Muntaha is a beautiful Arabic name suitable for both boys and girls. It carries deep meanings of 'goal', 'aspiration', and 'final destination'...
    • Saad Sheikh
Back
Top