Content tagged with Poetry On Zakham

No Wikipedia entry exists for this tag
  1. Areeba Zahra

    Ghazal Kuch Aise Zakham Bhi Ham Dil Pe Khaye Bethe Hain...

  2. Falak

    Ghazal Zakham Muskurate Hen Ab Bhi Teri Aahat Par

    Zakham muskurate hen ab bhi teri aahat par. Dard bhool jate hen ab bhi teri aahat par. Shabnami sitaron par phool khilne lagte hen. Chaand muskurate hen ab bhi teri aahat par. Umar kat di lakin bachpana nhi jata. Hum diye jalate hen ab bhi teri aahat par. Teri yad aye to neend jati rehti he...
  3. enter10

    Ashaar Mohabbat Jo Bhi Zakham Deti Hai Kabhi Seeney Nahi Deti

    Mohabbat Jo Bhi Zakham Deti Hai Kabhi Seeney Nahi Deti Mohabbat Rooth Jaye Toh Kabhi Jeeney Nahi Deti
  4. Asad Rehman

    Ashaar Phir Yoon Huwa K Zakhamoon Ne Jageer Bana Li

    Phir Yoon Huwa K Zakhamoon Ne Jageer Bana Li Phir Yoon Huwa K Dard Mujhey Raas Aa Gaya
  5. nizamuddeen

    Ashaar Na Mere Zakham Ki Surat, Na Tere Lab Ki Tarah By Ahmed Faraz

    Na Mere Zakham Ki Surat, Na Tere Lab Ki Tarah by Ahmed Faraz
  6. Sadaf Khan

    Ghazal Zakham-E Umeed Bhar Gaya Kab Ka,

    Zakham-e Umeed Bhar Gaya Kab Ka, Qais Tou Apne Ghar Gaya Kab Ka. Ab Tou Mu Apna Mat Dikhaao Mujhe, Naa-siho Main Sudhar Gaya Kab Ka. Aap Ab Poochne Ko Aaye Hain, Dil Meri Jaan Mar Gaya Kab Ka. Aap Ik Aur Neend Le Lijiye, Kaafila Kooch Kar Gaya Kab Ka. Mera Fehrist Se Nikaal Do Naam, Main Tou...
  7. Aadil Jahangeer

    Ashaar Mohsin Wo Zakham Bhi Kisi Aash,Na Ka Tha..

  8. Asad Rehman

    Ghazal Zakham Kia Kia Na Zindagi Se Milay By Fakhira Batool

    Fakhira Batool Zakham Kia Kia Na Zindagi Se Milay Khwaab Palkon Se Be-Rukhi Se Milay Aap Ko Mil Gaye Hain Qismat Se Ham Zamanay Mein Kab Kisi Ko Milay ? Aisay Khushbu Se Mil Raha Hai Gulaab Jis Tarah Raat, Roshni Se Milay Ham Faqeeron Se Dosti Hai Magar Os Se Kehna Ke Saadgi Se Milay Dil...
  9. Asad Rehman

    Ghazal "Mein Zakham Zakham Badan Le Ke Chal Dya “Mohsin”

    Nazar Mein Zakham-e-Tabassum Chhupa Chhupa Ke Mila "Nazar Mein Zakham-e-Tabassum Chhupa Chhupa Ke Mila Khafa Tou Tha Wo Magar Mujh Se Muskura Ke Mila" "Wo Hamsafar Ke Mere Tanz Pe Hansa Tha Bohat Sitam Zareef Mujhe Aaina Dikha Ke Mila" "Mere Mizaaj Pe Hairaa.n Hai Zindagi Ka Shaoor Mein Apni...
  10. raja b

    Ghazal Zakham-e Umeed

    Zakham-e Umeed Bhar Gaya Kab Ka, Qais Tou Apne Ghar Gaya Kab Ka. Ab Tou Mu Apna Mat Dikhaao Mujhe, Naa-siho Main Sudhar Gaya Kab Ka. Aap Ab Poochne Ko Aaye Hain, Dil Meri Jaan Mar Gaya Kab Ka. Aap Ik Aur Neend Le Lijiye, Kaafila Kooch Kar Gaya Kab Ka. Mera Fehrist Se Nikaal Do Naam, Main Tou...
Back
Top