Content tagged with Poetry On Zakham

No Wikipedia entry exists for this tag
  1. Sajjal

    Ashaar Zakham

    Us Zakham k Bharny Ny Bohat Dair Lagti Hai Jis Zakham Me Shamil Ho Apnon Ki Inayat
  2. Hafsa

    Ashaar Aik do zakham nahi, sara badan chalni hai

  3. Snaya

    Ghazal Zakham-e Umeed Bhar Gaya Kab Ka

    Zakham-e Umeed Bhar Gaya Kab Ka, Qais Tou Apne Ghar Gaya Kab Ka. Ab Tou Mu Apna Mat Dikhaao Mujhe, Naa-siho Main Sudhar Gaya Kab Ka. Aap Ab Poochne Ko Aaye Hain, Dil Meri Jaan Mar Gaya Kab Ka. Aap Ik Aur Neend Le Lijiye, Kaafila Kooch Kar Gaya Kab Ka. Mera Fehrist Se Nikaal Do Naam, Main Tou...
  4. Humsafar

    Ashaar Aise Zakhamon ka kiya kary koi?

    Aise Zakhamon ka kiya kary koi? Jin ko marham se aag lag jaye..!!
  5. Aakash

    Ashaar Zara Sa Zakham Thaa

    Zara Sa Zakham Thaa, Aisa Bhi La-Ilaaj Na Thaa.. Tumharey Baad Magar Ehtiaat Bhi Na Hui.
  6. Aakash

    Har k0¡ deta hai zakham g¡n g¡n k.

    Har k0¡ deta hai zakham g¡n g¡n k. Har k0¡ deta hai zakham g¡n g¡n k. "AEY Ajnabi" me¡n k¡s k¡s Zakham k0 apna naseeb samjh00n.
  7. ASAD76

    Ghazal Ban k marham waqt hi bharta hai har ek zakham ko

    Bheer men chaaron taraf chehrey anjaaney miley Merey apney aaj mujh sey ban k begaaney miley Tha bharosa doston par itna keh mujh sey na pooch Jin k haathon men they pathar log pehchaney miley Ban k marham waqt hi bharta hai har ek zakham ko Jesey jesey waqt beeta zakham puraney miley Kis k...
  8. raja b

    Ashaar Jab lage zakhm to qatil ko dua di jaye

    Jab laGe zakhm to Qaatil ko dua di JaYe… Hai Yehi rasm to Yeh rasm uthaa di JaYe… Hum se Poocho shayari kya hai, Shayari ka fun kya hai… Chaar lafzon men koi aah chuPa di JaYe…
  9. raja b

    Nazm Zakham dil k silay na silay tu kya ........

    muj ko dhundo nai mei jo apny hi saye mei mehsoor hoon mei jo apny hi hony mei mujboor hoon muj ko dhundo nai dhust-e-dil mei bhutak'ty musafir ko kia dil sy bahir kahi zindagi ho na ho roshni ho na ho mei b aisa musafir hoon jis ko faqt rasta chahiye zindagi tu nai mei...
  10. Heer

    Ghazal Roz Taza Zakham Dety Ho Rulany K Liye

    ROZ TaZa Zakham DetY hO RulanY K LiYe

Latest reviews

  • Saad Sheikh
    Muntaha
    5.00 star(s)
    Muntaha is a beautiful Arabic name suitable for both boys and girls. It carries deep meanings of 'goal', 'aspiration', and 'final destination'...
    • Saad Sheikh
Back
Top