Content tagged with Poetry On Zulf

Triveni is a form of Hindi/Urdu poetry initiated by the poet Gulzar. Unlike sher, a triveni consists of three "hemistichs" (misras). The first two are complete in themselves but the addition of the third misra gives a new dimension.
Rupa & Co. has published his poetry book Triveni. Sony Music has just released an album Koi Baat Chale which has a few of Gulzar's triveni sung by Jagjit Singh.

View More On Wikipedia.org
  1. Silla Shah

    Ashaar Cho K Guzra Tha Jo Teri Zulfein...!

    Choo k guzra tha jo teri zulfein... Ab wo jhonka hawa ka pagal hai.
  2. nizamuddeen

    Ghazal Teri Zulfon Kay Bikharnay Ka Sabab Hay Koe

    teri zulfoN kay bikharnay ka sabab hay koe aanh kehti hay teray dil main talab hay koe aanch aati hay teray jism ki uriyani say perahan hay kay sulagti hoe shab hay koe hosh uRanay lageeN phir chand ki ThanDi kirnaiN teri hasti main hooN ya khowab-e-tarb hay koe geet banti hay teray shahar...
  3. nizamuddeen

    Ghazal Chehray Pe Meray Zulf Ko Phelao Kisi Din

    chehray pe meray zulf ko phelao kisi din kia roz garajtay ho, baras jao kisi din razoN ki tarha utro meray dil main kisi shab dastak pe meray hath ki khul jao kisi din peRoN ki tarha husn ki barish main naha looN baadal ki tarha jhoom kay ghir aao kisi din khushboo ki tarha guzro meray dil...
  4. Shehbaz

    Sad Poetry Zulfein/ Gayso'N/ Baal/ Hairs

    Poetry about the topic... Zulf ko uski bhala mujhse shikayat kyun ho Jo mujhe pareshan nazar aaya mein nay pareshan likha - Jaun Elia
  5. amna_mazhar29

    Naat Zulf-E-Sarkar...!!!

  6. Aadil Jahangeer

    Ghazal Ab Ke Yun Bhi Teri Zulfon Ki Shikan Tooti Hai..

    Ab Ke Yun Bhi Teri Zulfon Ki Shikan Tooti Hai Rung Phootey Kahin Khushboo Ki Rasan Tooti Hai Maut Aai Hai Ke Taskeen Ki Saa’t Aai Saans Tooti Hai Ke Sadiyon Ki Thakan Tooti Hai Dil Shikasta Tou Kai Baar Howay Thay Laikin Ab Ke Yun Hai Ke Her Ek Shaakh-e-Badan Tooti Hai Itni Be-Rabt Mohabbat...
  7. raja b

    Ashaar Zulf Bikhra Kr Wo Jab Sar E Bazaar Chalay

    zulf bikhra kr wo jab sar e bazaar chalay.... ghul macha ,, shor utha ,, mar chalay mar chalay...!!!♥
  8. Hunain Naeem

    Ashaar Zulf Rukh Say Hata Kay Baat Karo

    Zulf rukh say hata kay baat karo raat ko din bana kay baat karo maikaday ke charaagh madham hain zara aankain utha kay baat karo phool kuch chahiye hazoor hamain tum zara muskara ke baat karo ye bhi andaaz e guftagoo hai koi jab karo dil dukha ke baat karo Teri dillagi ke main sadqe Zara apni...
  9. aries_k

    Ghazal Zulf Raton Si

    Zulf raaton si, rangat hai ujaalon jaisi, par tabiyat hai wohi, bhoolnay walon jaisi.. Dhoonta phirta hun, logon mein shabahat uski, k wo khwabon mein b lagti hai, khayalon jaisi.. Uski baatein b dil aawaiz hain, surat ki tarha, meri sochain b pareshan, meray baalon jaisi.. Uski aankhon ko...
  10. raja b

    Ashaar Zulfen Jama K Gaal Per

    Zulfen Jama K Gaal Per..,Honton Pe Surkhiyaan..., MAJMOOI Tor Per Koi HASEEN Ho Gaya.

Latest reviews

  • Saad Sheikh
    Muntaha
    5.00 star(s)
    Muntaha is a beautiful Arabic name suitable for both boys and girls. It carries deep meanings of 'goal', 'aspiration', and 'final destination'...
    • Saad Sheikh
Back
Top