Content tagged with Poetry On Zulf

Triveni is a form of Hindi/Urdu poetry initiated by the poet Gulzar. Unlike sher, a triveni consists of three "hemistichs" (misras). The first two are complete in themselves but the addition of the third misra gives a new dimension.
Rupa & Co. has published his poetry book Triveni. Sony Music has just released an album Koi Baat Chale which has a few of Gulzar's triveni sung by Jagjit Singh.

View More On Wikipedia.org
  1. D

    Bekhrai Hai Zulfai Bekhrai Hai Baal

    Mujhko Kya Hua Hai, Kyoon Mai Kho Gaya Hoon Pagal Tha Main Pehle, Ya Ab Ho Gaya Hoon Behki Hain Nigahein, Aur Bikhare Hain Baal mai ne Banaya Hai Kya, Apna Yeh Haal
  2. Aakash

    Ashaar Kash taqdeer bi hoti kisi zulf ki terha

    Kash taqdeer bi hoti kisi zulf ki terha Jab Jab bigarti sanwaar li jati_____!!
  3. Silla Shah

    Islamic Poetry ZULFIQAR E ALI(R.A)

  4. Haque

    Ghazal Chehre Pe Mere Zulf Ko Phailao Kisi Din - Amjad Islam Amjad

    chehre pe mere zulf ko phailaao kisii din kyaa roz garajte ho, baras jaao kisii din raazoN kii tarah utro mere dil meiN kisii shab dastak pe mere haath kii khul jaao kisii din peRoN kii tarah husn kii baarish meiN nahaa luuN baadal kii tarah jhuum ke ghir aao kisii din Khushbuu kii tarah...
  5. oodia ali

    Ghazal Resham Zulfon, Neeli Ankhon Walay Achay Lagtay Hain

    resham zulfon ,neeli ankhon walay achay lagtay hain main shaaer hoon mujh ko ujlay chehray achay lagtay hain akhir akhir sachay qol bhi chubtay hain dil walon ko pehle pehle payar k jhootay waday achay lagtay hain tum khud socho ,adhi rat ko thanday chand ki chhaon main tnha rahon par hum...
  6. Izhar Baig

    Ghazal Chehare Pe Mere Zulf Ko...!

    Chehare Pe Mere Zulf Ko Phailaao Kisii Din Kyaa Roz Garajate Ho Baras Jaao Kisii Din Raazon Kii Tarah Utaro Mere Dil Men Kisii Shab Dastak Pe Mere Haath Kii Khul Jaao Kisii Din Pedon Kii Tarah Husn Kii Baarish Men Nahaa Luun Baadal Kii Tarah Jhuum Ke Ghir Aao Kisii Din Khushbuu Kii Tarah...
  7. ASAD76

    Ashaar Bikhri Zulfen,zard Sa Chehra Aur Baytaab Nigaahen

    bikhri zulfen,zard sa chehra aur baytaab nigaahen dekhnay walay samajh gaey keh unki yaad nay ghaira hai

Latest reviews

  • Saad Sheikh
    Muntaha
    5.00 star(s)
    Muntaha is a beautiful Arabic name suitable for both boys and girls. It carries deep meanings of 'goal', 'aspiration', and 'final destination'...
    • Saad Sheikh
Back
Top