Content tagged with qamar jalalvi poetry

  1. Asad Rehman

    Ghazal Mareez-e-muhabbat unhi ka fasana sunata raha By Qamar Jalalvi

  2. Asad Rehman

    Ghazal Yaar Ata Nazar Nahi Aata By Qamar Jalalvi

  3. Bella khan

    Ashaar Fasana Keh Rahe Hein Aj Woh Apni Mohabbat Ka - Qamar Jalalvi

  4. nizamuddeen

    Ghazal Kisi Ka Naam Lo .... By Qamar Jalalwi

    kisi ka naam lo, bay naam afsanay bohat say hain na janay kis ko tum kehtay ho deewanay bohat say hain jafaoN kay gilay tum say khuda janay bohat say hain teri mehfil main warna janay pehchanay bohat say hain dhari reh jae gi pabandi-e-zindaN, jo ab cheeRa ye darbanoN ko samjhado kay...
  5. Asad Rehman

    Ghazal Agar Zinda Rahain Tu Ain Gay Ay Baghban Phir Bhi By Ustad Qamar Jalalwi

    agar zinda rahain tu ain gay ay baghbaN phir bhi isi gulsham isi daali pay ho ga aashiyaN phir bhi samjhta he k ab mein pa shikista uth nahi sakta maga murd murd kay takta ja raha he karwaN phir bhi bohat kuch yaad karta hon k yaa Rab majra kia he wo mujh ko bhool bethay , a rahi hein...
  6. Asad Rehman

    Ghazal Teray Ta'anay Sunay Sahay Gham Bhi By Ustad Qamar Jalalwi

    Teray ta'anay sunay sahay gham bhi hum ne mara na aaj tak dam bhi meri mayiat ko kia uthao gay tum na ho gay sharek-e-matam bhi baghban barq kia gulon pay giri teray gulshan mein lut gaey hum bhi jaltay rehtay hein teri mehfil mein ye patangay bhi , shamma bhi , hum bhi...
  7. Asad Rehman

    Ghazal Hamein Kia Jabkey Rehna He Manzor Nahi Gulshan Mein By Ustad Qamar Jalalwi

    hamein kia jabkey rehna he manzor nahi gulshan mein giray bijli chaman par aag lag jae nasheman mein junoN mein bhi yahan tak he kisi ka pas-e-ruswae girebaan pharta hon aur rakh leta hon daman mein hamara ghar jala kar tujh ko kia milay ga ay bijli ziada say ziada chaar tinkay hein...
  8. Asad Rehman

    Ghazal Aakhir Bashar Hon, Ho Gia Jurm-e-wafa Tu Kia By Ustad Qamar Jalalwi

    un k laboon pay aaj muhabbat ki bat he Allah kher ho k nae waardaat he sirf umeed-e-wada pay qaim he hayat mehshar mein tum milo gay qiyamat ki bat he akhir bashar hon, ho gia jurm-e-wafa tu kia koi khata na ho ye farishtay ki bat he Ustad Qamar Jalalwi
  9. Asad Rehman

    Ghazal Ye Dard-e-hijer Aur Us Pay Sahar Nahi Hoti By Qamar Jalalwi

    ye dard-e-hijer aur us pay sahar nahi hoti kahin udher ki tu duniya idher nahi hoti na ho rihaae qafas say , agar nahi hoti nigah-e-shauq tu be baal o par nahi hoti sataye jao nahi koi poochnay wala mitaye jaao kisi ko khabar nahi hoti nigah-e-barq alawa meray nesheman k chaman ki...
Back
Top