Content tagged with Qateel Shifai Poetry

Muhammad Aurangzeb or Qateel Shifai (Urdu: قتیل شفائی), (24 December 1919 – 11 July 2001) was a Pakistani Urdu poet and lyricist.

View More On Wikipedia.org
  1. Asad Rehman

    Ashaar Hay Farz Qateel Us Pah Mera Jaan Chirakna

    Hay Farz Qateel Us Pah Mera Jaan Chirakna, Par Woh Meri Kuch Hosla Afzaai To Kar Jaye
  2. Snaya

    Ghazal Kia Hai Pyaar Jis Sy!....qateel Shifai..

  3. pary

    Life Poetry Woh Dil Hi Kya Tere Milne Ki Jo Dua Na Karay by Qateel Shifai

    Woh Dil Hi Kya Tere Milne Ki Jo Dua Na Karay by Qateel Shifai
  4. pary

    Inspiring Poetry Shabnam Nahi Kehta Usay Shola Nahi Kehta by Qateel Shifai

    Shabnam nahi kehta ussay shoola nahi kehta Wo koi b ho main ussay tuj sa nahi kehta Iss darr se k tu muj ko shafayab na kar de qatill tujhay kehta hun, maseeha nahii kehta Darya too hai wo jiss se kinaray challkk uthain Behtay huway panii ko main darya nahi kehtaa Gehraii jo dii tu ne meray...
  5. pary

    Inspiring Poetry Kiya Hai Pyar Jisay Hum Ne by Qateel Shifai

  6. Arooj Sadiq

    Life Poetry Pehla pathar qateel shifai

    main ne pocha pahala patthar mujh par kaun uthayega aaii ik aavaaz ki tuu jis kaa mohasin kahalayega puuchh sake to puuchhe koii ruth ke jaane vaaloun se roshaniyoun ko mere ghar kaa rastaa kaun bataayegaa logo mere saath chalo tum jo kuchh hai vo aage hai piichhe mud kar dekhane vaalaa...
  7. Arooj Sadiq

    Life Poetry Ik ik pathar jor kar qateel shifai

    ik-ik patthar jor ke main ne jo diivaar banaa_ii hai jhaankhuu us ke piichhe to rusvaa_ii hii rusvaa_ii hai yon lagataa hai sote jaagate auron kaa mohataaj huun main aankhen merii apanii hain par un mai niind paraa_ii hai dekh rahe hain sab hairat se niile-niile paanii ko puuchhe kaun...
  8. Silla Shah

    Ashaar Ye mat soch qateel

    torr gaye paimane vafa iss dour main kaise kaise log ye mat soch qateel k bas ik yar taira harjai hay
  9. Silent Voice

    Inspiring Poetry Duniya mein Qateel Us sa Munafiq nahin koi

    Duniyaa mein Qateel Uss sa Munafiq nahinn koii jo Zulam tou sehtaa hai Baghawt nahin kerta !!
  10. D

    Ghazal Kiya Ishq Tha Jo Baa-issay Ruswaii Ban Gaya......qateel

    Kiya ishq tha jo baa-issay ruswaii ban gaya Yaaro tamam shehr tamashai ban gaya Bin mangay mill gai meri aankhon ko rat jaggay Main jab say aik chand ka shaydaii ban gaya Dekha jo uska dast-e-hinai qareeb se Ahsas goonjti hoowi shehnaii ban gaya Barham hoowa tha meri kisi baat par koee Wo...

Latest reviews

  • Saad Sheikh
    Muntaha
    5.00 star(s)
    Muntaha is a beautiful Arabic name suitable for both boys and girls. It carries deep meanings of 'goal', 'aspiration', and 'final destination'...
    • Saad Sheikh
Back
Top