Content tagged with shakeb jalali poetry

  1. M

    Ashaar Woh alvida ka manzar, woh bheegti palkein

    Woh alvida ka manzar, woh bheegti palkein pass e ghubar bhi kya kya dikhai deta hai Shakeb Jalali @Recently Active Users
  2. Maria-Noor

    Ghazal Shafq jo roaye Sehar par galal malne lagi

    شفق جو روئے سحر پر گلال ملنے لگی یہ بستیوں کی فضا کیوں دھواں اگلنے لگی اسی لئے تو ہوا رو پڑی درختوں میں ابھی میں کھل نہ سکا تھا کہ رت بدلنے لگی اتر کے ناؤ سے بھی کب سفر تمام ہوا زمیں پہ پاؤں دھرا تو زمین چلنے لگی کسی کا جسم اگر چھو لیا خیال میں بھی تو پور پور مری مثل شمع جلنے لگی مری نگاہ...
  3. kuku20

    Ghazal Sochta Hoon Ke Wo Kitne Masoom Thay

    Sochta hun k wo kitne masoom thay Kia sy kia ho gye daikhte daikhte mein ne pathar sy jin ko bnaya sanam wo khuda ho gye daikhte daikhte hashar hai wehshat e dil ki awargi hum se pocho muhabbat ki deewangi jo pata pochty thy kisi ka kabhi lapata ho gye daikhte daikhte hum se ye soch k koi wada...
  4. nizamuddeen

    Ghazal Aankhon Ko Ab Na Dhanp Mujhay Doobtay Bhi Dekh

    murjha kay kaali jheel main girtay howay bhi dekh sooraj hoon mera rang magar din dhalay bhi dekh har chand rakh ho kay bikharna hay rah main jaltay howay paroN say uRa hoon mujhay bhi dekh aalam main jis ki dhoom thi us shahkar per deemak nay jo likhay kabhi wo tabsaray bhi dekh to nay...
  5. nizamuddeen

    Ghazal Galay Mila Na Kabhi Chand By Shakeeb Jilali

    galay mila na kabhi chand, bakht esa tha hara bhara badan apna darakht esa tha sitaray siskiyaN bhartay thay, ous roti thi fasana-e-jigar lakht lakht esa tha zara na mom howa piyar ki hararat say chaThaKh kay TooT gaya, dil ka saKht esa tha ye or bat kay wo lab thay phool say nazuk koe na...
Back
Top