Wasi Shah Poetry, Ghazal, Nazm in Urdu

Wasi Shah collection of poetry, ghazal, Nazm in Urdu, Hindi & English.

Wasi Shah is a well-known figure in the field of literature in Pakistan, and his poetry does not need any introduction, he is also the author of many popular dramas. He writes columns for the country’s leading newspapers. Apart from being a poet, he is also a journalist. He has a special place in the world of romantic poetry, which is very popular among the youth.
  1. Hunain Naeem

    Ghazal Dheeray Se Sarakti Hai Raat Us Ke Aanchal Ki Tarah (Wasi Shah)

    Dheeray Se Sarakti Hai Raat Us Ke Aanchal Ki Tarah Uska Chehra Nazar Aata Hai Jheel Main Kanwal Ki Tarah Baad Muddat Usko Daikha To Jism-o-Jaan Ko Yun Laga Pyasi Zameen Pe Jaisay Koi Baras Gaya Baadal Ki Tarah Roz Kehta Hai Seenay Pe Sar Rakh K Raat Bhar Jaga’uon Ga, Sar-e-Sham Hee Mujhe Aaj...
  2. Hunain Naeem

    Ghazal Tum Se Hai (Wasi Shah)

    Yeh Kaamyabiyan Izzat Yeh Naam Tum Se Hai Khuda Ne Jo Bhi Diya Hai Maqam Tum Se Hai Tumhare Dam Se Hain Mere Lahoo Mai Khilte Gulaab Mere Wujood Ka Saara Nizam Tum Se Hai Kahan Bisaat-E-Jahan Aur Mai Kamsin Aur Nadaan Yeh Meri Jeet Ka Sab Ahtemam Tum Se Hai Jahan Jahan Hai Meri Dushmani Sabab...
  3. Hunain Naeem

    Ghazal Hijar Ka Taara Doob Chala Hai (Poet: Wasi Shah)

    Hijar Ka Taara Doob Chala Hai Dhalne Lagi Hai Raat Wasi Qatra Qatra Baras Rahi Hai Ashkon Ki Barsaat Wasi Tere Bad Ye Duniya Wale Mujh Ko Pagal Kar Den Gay Khushbo K Dais Men Mujh Ko Le Chal Apne Sath Wasi Yun Hi Chup Ki Mohar Laga Kar Kb Tak Ghum Sum Betho Gay Khamoshi Se Dam Ghut_Ta Hai...
  4. Asad Rehman

    Ghazal Bhool Sakta He Inhein Koi Bhi Esay Kesay By Wasi Shah

  5. AnadiL

    Ghazal Wasi Shah Poetry Collection..

    Chandni raat ke hathon pe sawar utri hai Koi khushboo meri dehleez k par utri hai Is mein kuch rang bhi hain khawab bhi khushboen bhi Jhilmlati hoi khwahish bhi aarzooen bhi Isi khushboo mein kai dard bhi afsany bhi Isi khushboo ne bnaey kai deewany bhi Mery aanchal pe umeedon ki qataar...
  6. Amna Malik 555

    Sad Poetry Hijar Ka Taara/wasi Shah

    Hijar Ka Taara Doob Chala Hai Dhalne Lagi Hai Raat Wasi Qatra Qatra Baras Rahi Hai Ashkon Ki Barsaat Wasi Tere Bad Ye Duniya Wale Mujh Ko Pagal Kar Den Gay Khushbo K Dais Men Mujh Ko Le Chal Apne Sath Wasi Yun Hi Chup Ki Mohar Laga Kar Kb Tak Ghum Sum Betho Gay Khamoshi Se Dam Ghut_Ta Hai...
  7. Emma Dil

    Love Poetry Mohabbat Kya Hai By Wasi Shah

  8. Blue Moon

    Ghazal Aankhon Se Meri Is Liye Laali Nahi Jati

  9. Hafsa

    Sad Poetry Dard Ki Dil Pe Hukumat Thi, Kahan Tha Us Waqt! by Wasi Shah

    Dard ki dil pe hukumat thi, kahan tha us waqt? Jam mujhe teri zarorat thi, kahan tha us waqt? Maut ke sukh mein chala aya mujhe deekhne ko Zinda rehne ki musibat ki, kahan tha us waqt? Dil ke daryion mein ab rait hai sehraon ki Jab mujhe tujh se muhabbat thi, kahan tha us waqt? Wasi Shah
  10. Snaya

    Sad Poetry Hijar ka taara doob chala hai!...Wasi Shah!..

Latest reviews

  • Saad Sheikh
    Muntaha
    5.00 star(s)
    Muntaha is a beautiful Arabic name suitable for both boys and girls. It carries deep meanings of 'goal', 'aspiration', and 'final destination'...
    • Saad Sheikh
Back
Top