9th November Yoam-E-Iqbal - The Poet Of East

Ghafil na ho Khudi se, kr apni Pasbani
Shayed kisi Haram ka tu bhi he astana

Ae La iLah k Waris,baqi nhi he tujh men
Guftar e dilbrana, Kirdar e Qahirana

Teri nigah se dil senoon men kanpty thy
khoya gya he shayed tera jazb e Qlandrana

wo bandgi Khudai,ye bandgi Gadaye
ya banda e Khuda ban ya Bnada e Zamana
 

555951_611718725558258_473961823_n.jpg


:inlove::inlove::inlove::inlove::love::love::love:
1382281_10151966181296505_138246995_n.jpg
 
Har Lehza hai Momin ki Nayi Shaan, Nayi Aan
Guftaar may, Kirdaar may, ALLAH ki Burhaan!

Qahhaari-o-Gahffari-o-Quddusi-o-Jabroot
Ye chaar anaasir hon to banta hai Musalman

Hamsaya-e-Jibreel-e-Ameen banda-e-khaaki
Hai Is ka Nasheman Na bukhara na bidakhshan

Ye raaz kisi ko nahi maloom k Momin
Qari nazar aata hai, Haqeeqat may hai Qur'aan!

Qudrat k maqasid ka ayar is k iraday
Dunia may bhi mezaan, Qayamat may bhi mezaan

Jis say jigr-e-lala may thandak ho Vo shabnam
Daryaon k dil jis se dehal jain , Vo Toofan!!


May his soul rest in Peace..AAMEEN! :flower:
 
Back
Top