aaghaz khab se huaa ab hain sawal ham , dar hai ke ho na ja'ain kaheen khab-o-kheyal ham .
ab bhee na aa'a hoshe main toe hoga phir yehee , jaree safar rahe ga aur rooba'zawal ham .
Assalam-o-Alykum!
...dar hai ke ho na ja'ain kaheen khab-o-kheyal ham ....jus awesum ...arooj ho ya zawal..bashr key bakht mein hai sada safr mein rehna....iss jahan sey phir agley jahan ka safr...aur arooj zawaal...kahin paband-e-hukm-e-Elahii...kahin Insan ka apna chunaoo....