Agar koi poochay Zindagi main kya khoya kya paya?

khair jo bhi hai, mein pooray yaqeen se keh sakti hun ke mein ne aaj tak is ke baray mein nahi suna.
aap kisi cooking show mein introduce krwayen, phir shayad log yeh dish bhi psnd krne lagain :p
 
agar koi puchay zindagi main kya khoya kya paya ?
.
.
.
.
.
.
.
.
to bila jhijak kehdayna ...
;
.
.
.
jo ZARDAY main tha wo"KHOYA " or jo khanay main khaya wo "PAYA " ;)



0
share
Agar koi poochay zindagi mein kya khoya kya paya?
To bila jhijhak keh dena
K jo kuch khoya wo meri nadani hai

Or jo kuch paya wo mere RAB ki meharbani hai…


ye kouch aisy tha is ka joke bna diya gya hy ....achi baat ko joke bnana bohot burriiii baat hy :stop:
 
Back
Top