Hadith Allah Kai Nazdeek Momin Ki Hurmat Khana Kaba Se Ziyaada Hai

Beshak!!! Haqooq- Allah to maaf ho saktay hain lekin Haqooq ul ibad tb tk maaf nahi hon ge jb tk wo banda khud maaf nai kre ga...... aur baghair kisi b saboot k kisi pr ilzam lgana b nai chahiye aur agr kisi ne koi b ghalat kam kia hai to qanoon majood hai us ko saza dene k liye.....
beshak ..jazakallah behtareen baat kahi aap ne ..
 
Beshak! Apko nahi pata kaun Allah SWT ko kitna aziz hai. Hum log basa awqat kitni asani se aik gunnah par aik muusalman ko Islam se nikal kar alag kar dete Hein :( We are no one to judge unless you are perfect.

Great thread
 
Wese ye Hadees Sharif Momineen k bare mein hei Muslimeen k bare mein nahin hei. Quran mein waze taur per Allah ne Momineen se alag aur muslemeen se alag khitab farmaya hei.
 
Back
Top