Amad E Mustafa Marhaba - Jashn e Wiladat Mubarik

Sahi Hadith sy sabit he ki " Aamaal ki qaboliat ka daro madar do cheezon pr he... Aik wo khalis Allah ky liy ho or dosra sunnat ky mutabiq ho".... To jb hmary Nabi ny apna mailad nhi mnaya or un sahaba ny jinko dunya men hi jannat ki basharat mili to hmary pas usky sahi hony ki koi daleel nhi....
 
Or historically sabit he ki apki tareekhi paidaish men ksrat sy ikhtilaaf he.yaani bhht sari aaraa hen ki ap is date ko paida hwy ya us date ko... Ummati islamiah men apki tareekhi paidaish pr ittifaq nhi he... Jb ki tareekhi wafaat pr pori ummat men koi ikhtilaaf nhi he..
 

Hm hr trh ki books jb khud prh skty hen or hr type ki research kr skty hen to hmara farz he ki is maamly men bi hm haq ko talash krain.. Khud prhain or search krain... Hm deen ky maamly men khud search nhi krty or bss taqreeron or columns pr bharoosa kr ky baith jaty hen
 
Jb ki hmari deeni zimmadari he ki hm apny deen ki hr baat ko search krain... Uska proof or daleel dhondain phr us pr amal krain...
 
Apny deen ky liy hmen mhnat krni chahiy... Kia hm dunya ky maamlat men bi sirf dosron ki baton pr amal start kr daity hen? Nhi... Jb tk hmen yaqeen nhi aata or hm khud search nhi krty hm hr ksi ki baat nhi maanty... To my dear... Yi hmary deen,, aakhirat ka maamla he... Jo ki bhht ahm he
 
My dear main ney reserch ki baroon say beyhaz ki....beyhaz meri nature hi nahi na ziada beyhaz krti but deen or mulk asay mozoo hain jiss pay main daat jatii ....and ap mjh say barii hain ap ka ilm ziada ho ga...but i m also a student of islamc studies......or main thkeek kr k hi bethii hoon @gul
 
@Noor iman Be careful next time
 
Back
Top