Ashaar Asbiyat ki aag ...

  • Thread starter Hamid Raza Khan 2
  • Start date
Hamid Raza Khan 2

Hamid Raza Khan 2

Well-Known Pakistani
Invalid Email
5
 
Messages
585
Reaction score
674
Points
176
asbiyat ki aag ...
hadssy se phir kisi ho jain nah dochar ham ,
syasat ka yeh kaisa khail khaila ja reha hai ?
jla kar ke bhasam kar dey nah bill'aakhir kahin hamko,
asbiyat ki aag ki janib dhakaila ja raha hai .
 
Kahin dharti nahaati hai lahu darya ki moujon mein,
Kahin barood ki barish hai insaani rayasat per,
Sitaray ashak ban ke batt gay hain masoom bachon mein,
Farishtay hans rahay hain Ibn-e-Aadam ki sayasat per
 

Back
Top