aik dafa aik buzurk apni dukan main kaam main gharq thay. Aik faqeer, phatay haal aya aur bola "O Attar (un buzarg ka nick name Attar thi), dunya main itna gharq! tari jaan kaisay niklay gi" "jaisay tairee niklay gi!" Attar nay bari HAQARAT jawab dia. " Achcha ye baat hai, tu lay................" yeh keh kar wo faqeer zameen par laita aur apni ruh ko jism say azad kardiay."