Biwi Ka Baghair Ijazat Phone Call Karna

@Kool Kat yes exactly or bewi ka shoher ko obey karna he family ko huzaro'n paraishanion sey bacha sakta ha, Allah nay dunya ka nizam apnay bando'n ki behtari keliye banaya hai, yaqeenan her hukam ma behtari hai bas insan na samaj hai isliye ghaltian kerjata hai or per nuqsan bi uthata hai.
 
NO comments ... @Kool Kat ...... :(
 
@M Shah @Hafsa @Ali Akbar @Noor-e-Kainat
 
@Ana Zai ..well hadess e Pak saw hai k agar ALLAH k baad kisi ko sajda karna hota to wo biwi apnai shohar ko karti ..(net problem ki waja se refrence nahi dai paa raha)

ye to pata nahi k biwi kiya kehel waae gee but usai apnai husband ki baat maani chaheyai ..ek fone call se reshtai mai daraar parti hai ..means do khandaan tabah, bacho par bhi burai asraat so i think ye achi baat nahi ..usai har haal mai shohar ki baat manni chaheyai ..
is tarah biwi k b huqooq hai hadees e pak saw hai kai "behtareen shakhs wo hai jo apnai ghar walo k leyai acha ho" so it means k usai bhi apni biwi k sath narmi aur achai se samjhana chaheyai aur uskai huqooq ki pasdaar karni chaheyai ..

ab jub ek nafi kar hai apnai huqooq se to is ka badla ALLAH pai chor daina chaheyai aur dosrai ko chaheyai k wo huqooq ki poori paasdari karai ..
 
Ye person ki personality par depend krta hai ke woh is bapandi ko kis tareqy se handle krta hai. I don't think kisi ko apne maa baap se baat krne ke liye aise chup chupa ke phone karna koi achy husband hone ki alamat hai. Either he doesn't trust her or there is another issue. Either way, mein us issue ko solve krne ki koshish krti... Har masly ka hal hota hai, is dar se ke ghar kharab hoga, un logon ke liye hai jinko problem tackle karna na ati ho. And waisy bhi, itne se masly se waise agar ghar kharab hota hai tou rishty ki bunyaad bohat hi kachi hai :unsure: And I agree with @Aaqib bhai. Husband aisa ho ke biwi khud ussy sab batai.. Na ke ussy us par aisi be waja pabandiyan lagani parein.
 
Hafsa! me aik aisi family ko janti hn jhanwo larki bht khush thi apny susral me.....meri m'ma ki coleague hen aik...unki abhoo thi wo.....she has 2 children, aik beti n aik beta........us k parents ne ye kha tha k larki ko us k nanehal walun c na milny dia jaye........after some years.....uski saas ne socha k bht time guzar gya h to ab milny me harj nai h............But phr pta h kai hua??? wo larki apny nanehal walun c milny lgi......n within 2 or 3 months us ne apny husband c divorce le k apny ksi czn c shadi kr li........halan k us k susral me usko koi takleef nai thi ye bt wo khud khti thi..

ab agr aisi koi bt shohar ko pta hoti k aisa b ho skta h to ykinan wo apni biwi ko mna to kry ga na?????
i jst want to say that ye circumstances p depnd krta h k kis ki galati h n kai krna chahiye tha!!!!
 
Sister, is sab mein itna sab kuch ghalat hai islamically ke mein start bhi nahi kar sakti list..

Do you really think woh larki khush thi apne susral mein? Agar thi tou dosri shadi kaun ki? Aur uske parents ne uski marzi ke baghair uski pheli shadi kaun ke? Because I honestly think ke yehi hua hoga..

Ap kisi ke marzi ke baghair uske saath nahi reh sakty, woh shayad na milti ta bhi aisa kuch ho jata future mein, because shayad infatuation phele se thi. Is masle mein ussy rokna sahi hai, lekin mein bilawajy rokne se khilaf hun. You are right circumtances pr depend krta hai.
 
@M Shah Jazak Allah ... Suna n parha thora hy es topic PR ... But Ana yehi kahe GI NO Comments ...ap @Hafsa n baqi sb suljhao es prblm ko :)
 
Back
Top