Ghazal Dil Ki Weeraniyan Jatane Ko...By Ada Jafri

Aadil Jahangeer

Aadil Jahangeer

Popular Pakistani
9
 
Messages
3,201
Reaction score
8,036
Points
451
akhri Tees azamane ko
G to chaha tha muskurane ko

yad itni bhi sakht jan to nahin
ik gharaunda raha hai dhane ko

sangrezon main dhal gaye ansu
log hansate rahe dikhane ko

zaKhm-e-nagma bhi lau to deta hai
ik diya rah gaya jalane ko

jalane wale to jal bujhe akhir
kaun deta Khabar zamane ko

kitne majbur ho gaye honge
ankahi bat munh pe lane ko

khul ke hansana to sab ko ata hai
log tarasate rahe ik bahane ko

reza reza bikhar gaya insan
dil ki weeraniyan jatane ko

hasraton ki panahgahon main
kya thikane hain sar chhupane ko

hath kanton se kar liye zakhmi
phul balon main ik sajane ko

as ki bat ho k sans ki "Ada"
ye Khilaune hain toot jane ko
 
@Twilight @Wanderer , @Naveed_615 . @Syed Munawar Shah. @Hafsa . @Muhammad Usman ,@Mastermind. @Noor-e-Kainat , @Eshaal'z . @masoom-si-dua . @Masoom Dil , @Hareem . @Ali Akbar . @ali bukhari ,@Hunain Naeem , @Sajjal . @Namaal . @Asad Rehman , @Blue Moon . @siha . @Zoufishan , @tiny bud ,@Twilight @Neha , @Zahra N, @Sadaf Khan , @Sara Raees , @Sobiahmad ,@kuku20 , @komal kaju, @alifarhan , @Taskeen, @inaya, @HEART BROKEN , @Snaya , @Ana Zai, @Noor Jahan ,@yusra avais, @Masoom Dil ,@Savera Noor ,@I-sha ,@Fatima Abdullah ,@Natalya swan ,@amna_mazhar29 ,@alifarhan , @Araiz ,@javeria Khan ,@Javaria Tariq ,@Sarah louis,@sweet.azm,@Maria Jan ,@b khan ,@NaaZS Butt
 

Back
Top