dil tou waqai "andhiyarri raat'' hai, iss mai chanan patta nahi kaissy karin @Asad Rehman bhai babafareed(rahmat Allah alaih) nay dil mai chanan kerny ka nahi bataya?? dil mai yehi andhair lay ker murr gye tou kia ho ga.
hawwww hayeeee @Asad Rehman bhai mujhy samajh aa gaya hai hum bhi tou aaj kel k hi log hain mai nay shair ko aik different context mai liya hai
waissy ye ooper walli line ka matlab kia hai