Friendship Poetry Dosti Ghar

Teri Yad To Ek Anmol Phol Hy,
Me Tuje Bhol Jaun Ye Tri Bhol hy,
Koi Yad Hmen Na Kare Gila Nhi,
Hm doston Ko Nhi Bholty ye hmara Asool hai..


 

Dosti imaan se karta hun, Muhabat jaan se karta hun,
De ke us ko kabi dukh ye harkat shaitan se karta hun..
 
Wo Acha Hai To Acha Hai’ Bura Hai To, Bhi Acha Hai
Mizaaj_E_Ishq Mein Aieb_E_Yaar Dekhe Nahi Jate..
 
hum kion na apnay aap ko roolawain jeetay ji
aay dost kn phr karay maatam faqeer ka
 
dooston kay halqay main hum wo kaj muqadar hain
afsaroon main shayaroon main afsar hain
 
Dil k aaiyeney mein hai tasveer e yaar
Bas zara si gardan jhukai aur dekh li .
 
Mere Aansu Tere liye ek WADA ho . .
Tera GUm ek TINKe se bhi AADHA ho . .
Dua hai TU jitni ZINDGI jiye KHUSHi se jiye . .
Bas TERI UMAr meri ZINDGI se ZYADA ho . .
 
Dost kehta hoon tumhe, Shayer nahin kehta shaoor,
Dosti apni jagha hai, shaayeri apni jagha..
 
Back
Top