Nazm Dunya ki mehfilon se ukta gaya hon By Allama Iqbal

mujhai ye deepness ye tasawaarat ye haseen khayaaalat ye poetry se pyaar ye sub kuch usi ki dain hai ..
beautiful gift he gave You....

wo aksar class mai baithai ye shair bht kaha kartai thai ..
kisi ko ghar se nikalti he mel gaye manzil
koye hamari tarah omar bhar safar mai raha
na jany kis qadar gahrai thi un mai..duniya ko kaissy daikha parkha unho nay...

.wo bht faqeer tabyat k maalik thai ..
unki her her baat gawah hai...

these are some rare photos ..mushkil se melaa ..isi drakht kai chaaon mai baith thai aksar ..
yes bohet khoobsurat hai ye jagah... is jagah ka husen yahan pay moujood memories hain <3

.wo aksar mujhai bulaatai to yu kehtai Yaaa ayyuhal muddassir; Qum fa anzir; Wa rabbaka fakabbir
kia andaz tha...piyaar ka izhaar tha :hilarious:;)

ab wo kaafi kamzor hogaye hain aur apnai abaaye gaaon sawabi mai rehtai hai ..ab saarai silsilai munqata hochukai hain ..ek saal pehlai suna thaa k ab wo yadasht bhi kho chukai hain unhai kuch yaad nahi raha ..
Allah un per apna karam kary... Ameen

Bohet lucky hain aap Lala ...k aissy insaan k sath apni early age ka kuch hissa bitaya ... jis nay bohet si khobsurat cheezain aap ki shaksiyat mai embed ker din <3
 

na jany kis qadar gahrai thi un mai..duniya ko kaissy daikha parkha unho nay...
haa uskai sochnai ka andaaz bht mukhtalif thaa .yusra have u read "umeed ki khushi" lesson in school times ..mian sir usai jis andaaz mai bayaan kiya tha aur jo tashreeh ki thi naaa !! zbrdast ..

yes bohet khoobsurat hai ye jagah... is jagah ka husen yahan pay moujood memories hain <3
love this line

Allah un per apna karam kary... Ameen

Bohet lucky hain aap Lala ...k aissy insaan k sath apni early age ka kuch hissa bitaya ... jis nay bohet si khobsurat cheezain aap ki shaksiyat mai embed ker din <3
aameen ..yes i am lucky ..waisai i m lucky mujhai teachers aur dost aisai melai hain k un ka koye muqaabla he nahi ..yaqeen nahi aata to dhaiko pwpians to zinda misaal hain .. m so lucky in friendship ..!
@M Shah lala kia ap achay student thay??:sneaky: rumessa aapko kaisy pata k ye insan aik acha student tha?:p
nahi mai ek shareef student tha really ..mai bht hat kar aur alag sa student thaa ..ghar mai bhi shareef he tha but hamesha anjaanai mai hee mujh se shararat hoti thi aur wo kafi bari shararat hoti thi ..:D
 
@M Shah her koi aap sa khoshnasib nhi hota.mene jis jagha se parha he us jjagha meri mummy Teacher rhe kar ja choki thin.or un Ko Jo log pasand nhi karte the wo mere Teacher bane aap soch sakte hain k mere saat Kia howa hoga
 
Back
Top