Nazm Dunya ki mehfilon se ukta gaya hon By Allama Iqbal

Syeda Rumessa

Syeda Rumessa

New Member
5
 
Messages
745
Reaction score
2,592
Points
176
iqbal.gif
 
@Ajwah @Sajjal @Mahsa @yusra avais @Kool Kat @ruksana @M Shah @Asad Rehman @Turaab @Imaan Shah @rams @Veer @Noor-E-Haram @Noor-e-Kainat @kuku20 @Hafsa @Imal @breera @Irises @Wanderer @Sabahat fiaz @Zirwah @Bia Rehman @Muniza awan @Blue Moon @b khan @Bella khan @Ali Akbar
 

@Syeda Rumessa ..wahhh kya share kar daala aap neee ...is nazm k sath meri bht se yaadein juri hai ..aur ye mai ne poora yaad bhi kiya thaa ..mai aur merai urdu k teacher miyan sir aksar ye parhtai thai ..hamara school bht bara thaa ..sub se ooper walai portion jahan chaman huwa karta thaa ..drakht k neechai baithai garmiyo ki dhoop mai ..ek shair wo aur ek shair mai sunaata tha baaqi bachai apnai kamo mai masroof rehtai ..wo 60 age ka thaa aur aksar kehta chalo mudassir bhaag jaatai hai is duniya se kahi dooor ..wo bht falsafi aur deep insaan thai ..

index.php



@Asad Rehman . @Imal . @yusra avais
 
@M Shah This poem takes you to another world.....aur jub tuk issay parhty parhty banda ikhtatam tuk pohanchta hai...tub tuk ye sub reality bun jany ki khahish itni strong hojati hai...iss poem ka saher hamesha say bohet strong raha hai mujh pay...aik dafa parhny say tassali hi nahi hoti...iss dur say k kahin saher na toot jai mai issay dobara parhny lagti hon... kaissy kaissy khayal thay na iqbal k ...kia likh dia na Allama saheb nay :hilarious:
wahhh kya share kar daala aap neee ...is nazm k sath meri bht se yaadein juri hai ..aur ye mai ne poora yaad bhi kiya thaa ..mai aur merai urdu k teacher miyan sir aksar ye parhtai thai ..hamara school bht bara thaa ..sub se ooper walai portion jahan chaman huwa karta thaa ..drakht k neechai baithai garmiyo ki dhoop mai ..ek shair wo aur ek shair mai sunaata tha baaqi bachai apnai kamo mai masroof rehtai ..wo 60 age ka thaa aur aksar kehta chalo mudassir bhaag jaatai hai is duniya se kahi dooor ..wo bht falsafi aur deep insaan thai ..
Bohet khoobsurat yadain hain apki ... aur phir jaisy naqsha kheencha aap nay wohi asad lala wali baat..khud ko wahin mahsos kia, Achi yadain bhi naimat hoti hain na...karri dhoop mai chaon jaissi <3
 
Back
Top