Effects of Indian Movies on Youth in Pakistan

agar felmo se aap sabaq hasil karna chahtai to " qasas ul anbia " parhai
agar refreshment karna chahtai ho to moseeqi nahi quran ki telawat rooh ki ghiza hai ..
agar actions daikna chahtai ho to sahaba (RA) kai jehaad mojood hai
agar mohabbat daikna chahtai ho to apnai nabi ki muhabbat daiko
agar time pas karna chahtai ho to ALLAH ki raah mai neklo
felmai insaan ko fantacies ki dunia mai lai jaati hai jis ka koe wojood nahi ..
wo aap ko active person se nakaara mai change karti hai
 
well said :thumbs up:
 
U r right taskeen.Humay apnay aba ki qurabaniun ko dabuna nai chaiay.hamay apnay asal ko b faramosh nai karna chaiay.Humay to anay wali nasal k liay mashal e rah hona chahiay.agar hum nay apni ya ravish na chori to apnay sath sath hum next generation k b mujrim hon gay.Pakistan islam k nam par bana hay.Ye bat humay azbar yad honi chahiay r agli nasal ki ghutti may ye bat dalni chahiay.
 
tt9636955fltt.gif
 
In violations k sath sath Indian movies dekh dekh kar hum nay apni zuban may hindi k ilfaz b shamil kr diay hay.ye bohat hi dangerous bat hay k hum apni zuban ko b bhultay ja rahay hay.
 
Fantastic :thumbs up: answer Bro M Shah , glad to see ur comment :happy2:

Jo bat meray mind me thi ar Mai usay explain nhi kr ski wo bat aap ne boht achi tarh examples ar Hadies-Mubarka se explain kr
di hai.:) Jazak-Allah khair :flower::flower: ab agar is k bawjood log is bat par Amal/yakien nhi krtay to phr ye Emaan ki kharabi hai ar kuch nhi..:shifty:
Rasol-e-Pak(S.A.W) k dor me b Mushrak log apni galat bat ko sahi sabat krnay k liay onghi bonghi dalelain Deia krtay thay to pas Allah-Pak ne Farma dia ye log aandhay hain, ghongay hain ar behray hain kuch nhi smjhtay so eman nhi laien gay...:unsure2:

Ar singers ko dekh lain pahle inhi logo ko Marasi kaha jata tha ar ab with respect Singer ar Ghulo-kar.. :p Pakistani Marasi aatif aslam ki wedding news Facebook pr har page ne is heading k sath di k Lakho ladkiyo ki dil ki dharkan aatif aslam ki shadi se hazaro ladkiyo k dil tot gai ar unho ne roo roo kr bura Hal kr lia... Believe me girls k baray me ye news padh kr mjhy boht Afsos+sharmindgi+dukh hwa k aakhir girls ko ho kya Gaia hai, modesty nam ki koi chez to rhi he nhi aik na-mahrum k liy ye feelings....?:o_O: jub k na to wo kci masjid ka imam na he koi aashiqe-Rasoll(S.A.W) etc... Srf aik Marasi k liy ye feelings....hw sad :sad:

Islam me ganay sun'ne :headphone: walo k liy aakhirat me Sesa peghla kar Kano me dalnay k Azaab ki khabar di gai hai to phr sochain Listener k liy ye sza hai to singers k liy kitni buri sza ho ghe......!!:whistling:

Allah-humma-ajarni-minan-nar.. :flower::flower:
May Allah-Pak give us Hedaiyat..(ameen) :)
 
u r right saira.aisi news parh k hum sub larkiun ka image kharab hota hay.wo b yo muslim girls then jinhun nay sari zindagi kisi na mehram ka mun nai dekha tha.Wo b to larkian thi jo farigh time may apnay hathon say Quran Pak likha karten then jo unk parents un k jahez may dia kartay thay.Jo is bat ki nishan dahi karta tha k hamari betiun nay bohat pak damin zindagi guzari hay.
 
Ye sub achi tarbiyat ka Asar tha..:) jub k Aaj kal ki modern mothers ne Bacho ko paieda kr k aaaiya k sopurd kr dia hai, Jin aaiya ko khud kuch nhi PTA to wo Bacho ki kya tarbiyat Karin ghe.....? srf Bacho ko paieda krne se Paro tal'ly Jannatain nhi ban jati bal Kay unki achi Islamic principles par parwarish krnay se Paro tally jannat bnti hai... :flower: isi liay Allah Pak ne Bacho ki achi parwarish ko parents par Farz kr dia hai... Sun'nat ki aadighi me koi kami ho jai to Allah Ghafour-urr-Rahiem hain maaf kar dain gay lakin Farz ki adighi me kami par Allah hargiz maaf nhi Karin gay.... :flower:
 
implementation of Islamic law is solution of our prblmz,lekn phr msla yeh ho ga k kis sect ka law nafis keya jaye.hamary area mein yani 5,6 streets me dfrnt sects ki 4 masjid hain.koi ahle sunnat ki,koi ahle ahdees,ahle tashi or bralvy ki.jo log masjid aik nai kr skty woh 1 law py mutifiq ho jayn gyn.
lekn phr bhi hamary sub masail ka haal Islam hai.warna yeh masail to kuch bi nai agy agy dekhye hota hai kya.
mvz py ban lag b gya to yeh smuggle ho k aa jayn gi.
humy khud ko apni govt,rulers and then education system ko behtr krny ki zrorat hai.Allah rehem kry hum py

Hamen Allah ne Dmagh dia he, gud nd bad ki tameez kar skte hn, just do comparative study of all sects, aur jo athentic cheez ho us ko aacept kro wo chez jo Muhammad(PBUH) aur Sahaba se Sahi sabit ho .... Islam ita mushkil nai kitna Ham se samaj rkhna ke aur aj Ham samjte hn ke Molvi sab aur Madrsay k bgair hmain deen samaj nai aa sakta ya is k lie koi xtra damag lana pre ga.
Allah ne ye deen bhat asan utara he , ham muslims ne ise differentiate aur Nuqsn poncaya he.
 
Back
Top