EK sawal ek inaam !

Ibadat k liye farishtay kafi thay. farishton aur insano me 1 bara farq ye he k Insan aik doosray k liye qurbani dete hain.Apne aap pr doosron ko fauqiat dena sirf insani fitrat he.
HAQOQ-UL-IBAAD insani khasa he, farishtay is se aari hain. Har farishta apna apna kam kr raha he aur doosray k kaam me koi madakhlat nei krta na kisi pr koi haq rakhta he, lehaza insani khaasiat aur fauqiat doosron k kam anay me he. Doosron ki khidmat me sari insaniat chupi hui he.

Allah ko razi rakho us ki ibadat say
Nabi pak(Saw)ko razi rakho un ki atayat say
Makhloq e khuda ko razi rakho us ki khidmat say


Khuda Ke Ashiq To Hain Hazaron, Bannu Mein Phirte Hain Mare Mare

Mein Uss Ka Banda Bano Ga Jis Ko Khuda Ke Bandon Se Pyar Ho Ga

bht zberdast ans, i just wanna add two lines, if u permit.. :)

Dard e Dil k waastey paida kia Insaan ko!
werna Taa'at (ata'at) k lyh kuch kam na they Karrobaya'n (Farishtey)..

:flower:
 
it is surah anfal ...aor is mai hazrat umar (ra) ki baat ki taaed ki gae hai and it is about jang e badar ...(hazrat umar (ra) ne farmaya in kuffar ko qatal kardo ) ..bt plz ap poora hawala lekh lai malli sister

8_67.gif


8_67.jpg

It is not befitting to any Prophet that he should make captive to infidels, until he has immensely shed theirblood in the land. You desire the goods of the world; and Allah desires the Here after. And Allah is Dominant,Wise.
 
Back
Top