English and Urdu Words in a Sentence

Asala ma meri tabiyat esi ha k ma kisi ko kisi sa kam nai samajta jab koi kisi ka mazak urata ha to mujy acha nai lagta jo log kudh ko muslim samj k dosron ko bura bhala kehtay hain asal ma wo muslims nai ho sakty ham sab Allah pak na bahaya ha or sab ko ek jesa bahaya ya zaroor ha apnay amaal ki waja sa dosroon pr bartari hasil ki ja sakti pr agar koi haqeeqat ma apnay amaal ki waja sa kisi dosry sa afzal hota to wo esi baat kabi nai karta ma acha wo nai ha ya ma sahi hoon wo bura ha esa karnay wala mutaqi parhaizgar ho hi nai sakta, Alhamdulillah ma ek muslim hoon pr ma kisi gair muslim sa ko kabi khud sa kam nai samja, ho sakta mere amaal ese ho jo Khuda ko napasand hon or kisi gair muslim k kuch amaal ese hon jo Allah ko pasand hoon. ma na kahin suna tha ya parha tha kuch sahi yaad nai ha k ek mushrik zameen ma garak ho raha tha or Moosa (AS) ko bool raha tha k mujy maaf kar do or Moosa (AS) un sa bol rahy thy k Khuda pr emaan lao ma tumhain maaf kar donga pr us na esa nai kia or wo zameen ma garak ho gaya to Allah Tala na usay kaha k tum na Moosa sa mafi mangi or Moosa na tumhain maaf nai kiya agar mujsay manga hota to main maaf kar deta, or isi trha Hazrat Mossan ek dua ma kaha tha k Ya Allah tum ferAon ka Rizk band kar do wo khud hi emaan laega to Allah Tala na jawab diya Moosa(as) usna agar apni bandagi bhula di ha to kia ma ya bhool jaon k ma Khuda hoon Razik hoon. To kehny ka matlab ya ha Allah Tala hi behtar janta ha k kon acha or kon bura ha ya kon kesa ha hamain iss ma kuch apna khayal nai zahir karna chahiya pata nai Khuda tala kisi baat pr naraz ho jae hamain sirif apny amaal sahi karnay chahiya to khud hi sab set ho jaega. baat zara lambi ho gae to please meri baat ka matlab har giz kisi ki dil azari nai ha ham sab bhai bhai hain or acha dost mirror ki tarha hota jo ap ko dekhata ha ap chehray pr koi daag ha usay hata do. to plzz plzz I request u again meri baat ka bura mat maiyega I love u all ap sab mere bhai behin ki trha hain.:)
v love u t00 br0 ...:)
 

:(ya kia likha ha jani?:o_O:

G ye Pahto ha..... Or ma Pakhtoon hoon... Lafz Pakhtoon Paanch alfaz se bana ha... Pey, Khey, They, Wow & Noon.
Pey = Path ka matlab Nung
Khey = khegarra Ka matlab Madad
They = Toora ka matlab Talwaar
Wow = Wafa
Noon = Nung ka matlab Ghairat
M Shah
 
wo keh rahi hai kai ye ghayyor log "kho" ki bajae "ho" thts why she recognizez u
dair dair khushala shai abaad shai aw daira daira manana taso dua uko mung tol tata dua kao ..
:flower:

Hmmmmmmmm....... Hpale hwagge mor ta mo zama salam wayay o pa duagano k mo d yaad saati....... :flower:
 
ye aisi zabaan hai ...
jesai partai he ghairat kai josh aanai lagtai hai
jesai samjhnai kai baad wafa kai rang ubharnai lagtai hai
jesai bolnai kai baad haya kai dareechai khul jaatai hai
aor is zaban ka naam bataega is khubsurat zaban kai baani Syed Munawar Shah

G saheeeeeeeeeh kaha lafz ba lafz sach ha.......:) Bata dia ma ne osse..........;)
 
G ye Pahto ha..... Or ma Pakhtoon hoon... Lafz Pakhtoon Paanch alfaz se bana ha... Pey, Khey, They, Wow & Noon.
Pey = Path ka matlab Nung
Khey = khegarra Ka matlab Madad
They = Toora ka matlab Talwaar
Wow = Wafa
Noon = Nung ka matlab Ghairat
M Shah

zbrdast ..
bohot acha ..
apnai to lazo mai he jaado kardeya deya ..well d0ne :)
 
Back
Top