Establish A Beautiful Relationship With Allah (A-Must-Read)

Zirwah kisi ko bataana mat @Imal ne jo bhi exuse diya hai aapko wo sarasar jhoot hai ..just ek formality hai ..is kai peechai koye aur bara tufaan chupa hai
Hadd e btmizi hai :p @Zirwah in bhai sahb ki baton pr kaan dharny ki koi zarurt nhi hai... yeh actually is time nend se tunnn han....so smjh ni arhi k kya bol rhy hn :/

bnda puchy mn busy ni ho skty???? mn yad krwa dn...after all m PhD Scholar :/ mera busy hona ya apny studies ki wja se tense hona aik genuine reason hai...is pr koi 2 aaraaa ni ho skti..... pr haaaaaaaan........ araaa se yad aaya...k kuch idhr duhr se aaariyaaaan b chali thn....but.... Batil se dabny waly ay asmaan nhi hum.... so mery na aany ki main waja mera busy hona hi tha...
 
achaa to mustansar sahb saadat manto is jhoot walai such ki baat kar rahai thai ..!! jitni bhi twitter emojis aap ne apni baato mai add ki hai ek dam sensless hai zirwah is ki baato mai naa aana ..aur baatil se muraad ........... aur ........ aur .........aur ......... hai bechari imal ka sukoon barbaad kardaala in baatil numa parindo ne ..
 
achaa to mustansar sahb saadat manto is jhoot walai such ki baat kar rahai thai ..!! jitni bhi twitter emojis aap ne apni baato mai add ki hai ek dam sensless hai zirwah is ki baato mai naa aana ..aur baatil se muraad ........... aur ........ hai bechari imal ka sukoon barbaad kardaala in baatil numa parindo ne ..
hahaha.......... ek ek word pr itniii hansi aai.....k jo baatil parindo ne khoon jalaaya tha...sara pura ho gya.....so ab to m backkkk na....ab kya masla...
 
@M Shah haha....boss phir ap rehny dn...yhn local bus m jain to wo ek kaaly surmy wala aadmi b 10 rupy m chambeli perfume deta hy...wo best hy phir :p
 
ghalat to nahi hai fact z fact aap waqaye bari hogaye hai so its good not bad ...

mai na to naraaz hun aur na he ghussa bus reason wohi hai naa apko hamara mazzaq aur laraye apko insult lagti hai kaye baar samjhaanai k bawajood aap nahi samjh rahi so mai bus normal jaisai aur members se baat karta hun aap se bhi karlaita hun ..haa but aap se baat kartai waqt ab sochta hun ..k kahi pir se meri koye baat apko hurt na karsakai ..bdw i have a very good nose :p
Public hai Main Khamoosh hun isi Main behtari hai.....Warna In Baaton ka kaafi achaaa Jawab hai Meray Pass But Leave It.
 
Back
Top