Extra five marks for wearing hijab in Punjab's govt institutions

Are you agree with this decision?

  • YES

    Votes: 7 70.0%
  • NO

    Votes: 3 30.0%

  • Total voters
    10
M Shah

M Shah

New Member
Invalid Email
16
 
Messages
14,851
Reaction score
48,424
Points
1,451
Punjab Higher Education Minister, Syed Raza Ali Gillani has announced on Tuesday that government institutions would allot five marks to each of the hijab-wearing female students in bid to promote the practice.

HIJ.jpg
 
@yusra avais @Noor-e-Kainat @Kashf @Ana Zai @ruksana @Areeba Zahra @doctorabidasajid @Kool Kat @Zirwah @Imal @mehernigar
@Ali Akbar @Hafsa @Wanderer @Sajjal @Mastermind @Amina chattha @Noor iman @Falak @rubPzai @Kanwal khan @Porab Keyana @Mr.Hammad @Bella khan. @Asad Rehman . @Wanderer . @Twilight ,. @Qazi Shoaib Rehman . @Neha , @Hareem. @Blue Moon. . @Zonyra gul . @ulta . @sara rajput . @drsehrish . @Sania Gull . @syed m. @Sara Raees. @Pinkey. @Ajwah . @kuku20 . @Mahsa . @Hafsa . @Veer . @Saad Sheikh
. . @Syeda Rumessa. @Imaan Shah . @b khan
. . @HumaJaved
 

islam ALLAH ki dar se aur ALLAH ki mohabbat mai follow karna chaheyai
nakai k worldly desires k khatir is sai se ebaadat khokli hojati hai .

hijab shud be imposed on national level .ye ek islami mulk hai to in sub ko aaen mai hona chaheyai .ab giving extra mark to students ye i think islam baichnai k mutradif hoga .nojawano mai ek ghalat cheez ko boya jaa raha hai .

i think i have to dis-agree .
 
I disagree with this......intehai ghalat baat ko hum faroogh dai rahay hain. Ab 5 marks kay liye sab hijab lain ge. Yaani aik mazak sa bana rahay hain sab isay. Aur is aik baat pe ktni ziada fazool posts ban gaye hain.....
 
Just look at these posts...... hum logon ki thinking ktni fazool ho gaye hai..... and ab bht se larkay is baat pe shor macha rahay hain ke agar hijab ki wajah se 5 marks extra milainge to boys ko beard ki wajah se extra marks milnay chahiye. Awal to yahan sab fashion kay liye burqa hijab wagera laitay hain but there is a big difference in hijab and fashion..... Allah hum sab ko hidayat dain bs ameen sum ameen

FB_IMG_1489602543126.jpg
FB_IMG_1489590305224.jpg
 
Wese mujhe ye step ghalat nhi lagta aik achi cheez ki taraf raghib karne ke liye laalach de kar hi sahi lekn is taraf laen tou sahi. be pardagi hamari society aur schools waghera mein had se zyada ho gayi ha. kisi bhi tarah se parday ki taraf lana mere khayal mein ghalat nhi.

rahi baat logon ki tou aj kal ye trend hi chal nikla ha jese Asad bro ne kaha log her cheez mein mazaq tamaskhar ka pehlu nikal hi lete hen.
 
be pardagi hamari society aur schools waghera mein had se zyada ho gayi ha. kisi bhi tarah se parday ki taraf lana mere khayal mein ghalat nhi.
aggree with this line ..jub cheez hud se barh jaati hai to kisi na kisi tareeqai se rok thaam zaroori hai ..aur kya pata parda lalach pai shuru ho aur baad mai ALLAH dil badal dai ..aur dusri baat larko k kartoot limit hojaayengai ..
 
@Mahsa haa ye to hai . waisai mai ne suna hai face book pakistan mai ban honai waala hai ..
 
Back
Top